Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Apki bat drust hai is taraj bary loss se bacha ja sakta hai. Mery experience k mutabiq bary loss se bachny ka ek tareeqa ye b hai k ap lot size kam he rakhen. Is se apko profit to kam he mily ga lekin in case k apki trade loss men jati hai to boht zyada loss nahin ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear barhe loss se bachne ka ek tareeqa to ye hai aap ke pas enough resource aur knowledge honi chaye and practice honi chaye trading pe number 2 ye k aap minimum ko amount ko trade mein use kren agr in case loss hota hai ap k pas next time k lye amount baaki bachi rehni chaye to jb next time trade krege to mind mein m purani mistakes saamne rakh k un se bachna chaye and agr koi experinced trader hai to uss help leke bhi trade kre uss s bhi loss k chance kam ho skta hai.
      • #18 Collapse

        Bahut achi bat ki ha ap nay bray loss say bachnay k leay aik rule bnana chaheay ta k usko follow kr k account wash say bacha ja skay. Experienced log jb account wash krwatay hain to yeh bat zair e ghor hoti ha. Bray loss say bachnay k leay yeh bhi zaruri ha k har trade main kuch pip k faslay par stop loss lgana chaheay.
        • #19 Collapse

          dear ye tu app nay boht he asan sawal pocha hai ager app big loss say bachna chahty hain tu app ko aik kam karna hoga wo ye k ap ko aik 100 doller ka demo account bna kar us par aik month money mangemnet k sath kam karin aur phir app real mai jain tu app ko kabhi bhi big loss nahi hoga ye mera method hai mai is say he success hoa hun aur big loss say bacha hun.
          • #20 Collapse

            dear agar ham moneymnagement k hisaab say kaam karain aur forex main greed na lain to hamain kabhi bhi kisi surat main barra lose nai ho sakta hay kisi kaam ko agar ham samjh k karain to is surat main bhi hamain barra lose nai ho sakta hay aur sath sath wo hamari success ka bhi zaria banta hay jis say hamara mayare zindagi behtar hota hay aur hamara future bhi ban jata hay.
            • #21 Collapse

              Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

              agr humain market main ziada loss hota hay to is kay liye learning karna zrori hogi kun kay agr to is main hard work kar kay practice kar kay kam karty hain to trade karna huamry liye asan ho sakta hay is main bar loss say bachny kay liye humain lot ko standard nai rkhna ho ga is main micro lot ko laga sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                Baray loss say bachnay kay liye zarori hay kay chotay chotay losses bardasht ker liye jaen aur baray loss say bach jaen. kuch new trader apni trade ko loss main close kernay ki bajaye pora acount risk per laga letay hain per aik trade ka stop loss lagana pasand nahi kertay. jis sa boht bara loss ho jata hay. stop loss ko hamesha lagana chahye aur safe trading kerni chahye.
                • #23 Collapse

                  Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                  hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky uo down ko dahtky howe analysis ko use karty howe confidence ky sat high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #24 Collapse

                    Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                    bary loss sy bachny k leay ap ko aik to stop loss ka istimaal krna chaheay stop loss boht zarori hy r stop loss lagany ka tareeqa b ana chaheay k kis jga par lagana hy ye b ap ko pta hona chaheay r dosra ye k ap ko apna lot size chota rkhna chaheay big lot size sy ap apny ap ko dor rkhyn to loss sy bach skty hy.
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                      bry loss sy bachny k leaya p ko aik to stop loss ka khas kheyal rkhna chaheay k stop loss har trade m ho ap ki r dosra ye k ap lot size choti use kryn r trades km lagaeyn jb tk ap ko full confirmation na ho jaey tb tk ap trade na kryn r kisi dosry ki baton par aa kr ap apni trades ko kharab na kryn.
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                        agr hum apne har ek trade ko lagne se phle dekha karan to hum ko os se zadya loss nahi hota hum ko markt ke trand ko dekhana hota hye and all cheezo ko dekh kr and jab hum apne trade lagte han to hum ko apna sl and tp bhe rakhana hota hye as se hum ko atna loss nahi hota js se hum ka all account wish ho jata hye as leye hum ko apne tradeing me lot size kam se kam rakhan start me agr hum ko lagta hye ye wo point hye js se markt ka trand change ho ga to hum phr big trade laga sakte han
                        • #27 Collapse

                          Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                          big loss say buchna k liya market per nazer rakhna bahot zaroori hay phir jis pair per trade kerni hay is ko achi tarah dekhna bi bahot zaroori hay q ka kuch pair assa hotain hian jo bahot taze movement kertain hain un per trade kerna mushkil hay is liya sub per nazer rakhna chaya
                          • #28 Collapse

                            Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                            Dear jaha tk mera khyal hai loss se har koie trader bach nahe sakta hai kyn ke forex market ise base per bane huwe hai ek tu profit or 2sra loss hai han ap loss factor kam kr sakte ho ager ap ke pass good knowledge hai or market ke trend ko samjhne ki ability ap ke pass hai tu ap ko loss kam hoga hamesha wo he trader kamiyabi hasil kr paye ga jo risk ko bhe apne mind main rakhen or har taraf os trader ka focus hona chahye then ap monthly ek acha profit earn kr paye gyen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Bary loss sy kesy bacha ja sakta hai

                              Bary loss say bachany k leya k zaroori hai k ap trde karty waqat woo account istamal karin jis ma kam balnce ho ar stop loss ar take profit ka istamal karin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X