Forex market ko samjhna bot mushkil hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ko samjhna bot mushkil hai
    Dear forex market main trade karna bazahir to intehai easy lagta hai.
    Laikin aap ko pata hona chiay kay jab aap forex market main apnay paisay per risk laitay hain.
    To aap ko pata hona chiay kay aap jab trading kartay hain to easay na samjhain kisi senior trader say zaroor help lay lain.
    Aap ko pata hona chiay kay forex trading hamain learning kay beghair bilkul bhi nahi karni chiay..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
    Dear forex market main trade karna bazahir to intehai easy lagta hai.
    Laikin aap ko pata hona chiay kay jab aap forex market main apnay paisay per risk laitay hain.
    To aap ko pata hona chiay kay aap jab trading kartay hain to easay na samjhain kisi senior trader say zaroor help lay lain.
    Aap ko pata hona chiay kay forex trading hamain learning kay beghair bilkul bhi nahi karni chiay..
    Brother forex trading mushkil zarur hai but na mumkin nhi hai agar ham mehnat kr len aur ham apne seniors se forex ka acha knowledge and experience le lete hain to ham bhi apni practice se expert bn sakte hain
    Jahan tak baat apne paison pe risk ki hai to profit k liye kch na kch risk to lena hi parta hai
    • #3 Collapse

      biklu yahi bat hy forex mai agr koi kam karna chahta hy tu us ko lazmi forex mai kamyab hony ky liya is ko pehly achi tarha sekhna pary ga tabhi wo is mai kamyab ho skta hy sekhny ky bad ager wo trade lagata hy tu usy loss ka chance kafi had tak kam hota hy bina knowledge ky trade karna galt hy apny real money ko lazmi safe rakhy tu yahi best hy ap kise ki help bi lay kar is ko kar sakty hy.
      • #4 Collapse

        forex plate form per trading mushkil zaror hai mgr is ko seekha ja sakta hai zindagi me risk to lana prta hain acha mustakbil k lia or trading wo wahid zrya hai jo paisy kmana k lia bathreen hai is me munafa k chance zaida hoty hain or har field ko seekhna k moka milta hai trading me roz nay logon sa bat chet krna k moka milta hai or bht kuch naya seekhna k moka bhi milta hai km koi bhi asan nhi hota mgr seekhna sa hi kuch na kuch amdni ho sakti hai
        • #5 Collapse

          han dear ap thk kehty ho forex trading ki market ko samjhna bahut hi mushkil hota hy ,expert traders bh dhokha kha jaty hn market un ki prediction ke ult chalty hy aur un ke account wash ho jaty hn,reality ye hy ke aj tak koi bh trader complete market ko predict ni ker pia
          Signature removed by moderator
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            yes dear forex market ko samjna kafi dificult ha ap ko kafi years ka exprience knowledge or demo practice ki need hoti ha or dear traders is ko business smaj kar kay small lots se trading kartay hain wohi market se profit earn kar patay hain ku kay aik to is ko pridict karna mushkil or oper se big lots ap ko zada loss daay jati ha ap ko chahiey demo practice or senior se help. liey begair ap forex me trading na karay pehlay mashwara lay

            اب آن لائن

            Working...
            X