Kya forex haraam haa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading ka business mere khyal se halal ha kyn ke is ma profit be hota ha aur loss be hota hai agar hum ise hala tarh se kare tho phir thek ha aur agar aap is ko haram tarh se kare to phir yeh harm be ha ab yeh aap per depend karta hai ke aap halal kar ke earn karte hai ya haram
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      nahi bhai ye ek halaal kaam hai ku k is me b hum dosray businessis ki tarha paisay invest karty hain aur apni investment say he hum earning karty hain jiss say hum kaam ko kar sakty hain.
      • #78 Collapse

        my all dear friends forex haram nai hai forex aik real business hai jis pe apni mehnat karty hu or os mehnat ka ap ko phal milta hai mehnat k bghair phal nai or ALLAH TALA kisi ki mehnat ko zaya nai karta hai os ka phal zaror dyta hai is liy ye haram nai ye halal hai kun yaha ap mehnat katy hai or oss ka ap ko profit milta hai
         
        • #79 Collapse

          nahi janab forex halal hai aor mainey kafi ulmaa sey iss k barey mein pocha hai unho nay kaha hai ye halal hai aor har muslim iss mein bussness kar sakta hai jo logh isey haram kahtey hai unko ilm nahi forex bilkul jayez aor halal hai iss mein koyi shak nahi mainey khud confirm kiya hai iss barey mein
          • #80 Collapse

            nahi forex bilkul haram nahi hai yaha pe boht logo ka concept hai k jo chez ziada mehnat na kiye mil jai wo haram hai aisa bilkul nahi hai forex pe ham boht mehnat karte hian aur is k sath sath jab ham insta pe account banate hian to waha pe ham islamic account ki b option di jati hia.
            • #81 Collapse

              nahi g nhi forex haram nhi hay jaha tak mara kiyal hay haraam vo hota hay jis may ham mahnet nhi karta hay or paisay mil jaty hay or bhi g forex main to ham bhot hi zada mahnet karta hay ya haraam nhi ho sakta hay or agar ap is ko haram samjtay hay to ham ko prof do
              • #82 Collapse

                bhai g forex trading islam main haram nahi hai.ye halal business hai.ye online business hai.is main ap invest krte hain.agar is main apko acha knowledge aur experince hai to acha profit kama sakte hain.is ke begair ap profit nahi kama sakte hain.is liye apko chahy k is ko seekh kr krna chahay.
                • #83 Collapse

                  forex per hum mahnat kerty hen us ko apna time dety hen pher ye haram kese ho sakaty hen forex haram nahi he ye world wide business he is ko bhot c company ker rahe hen is ko kerna bhot asan he ager aese koe bat hoty to samne ajaty
                  • #84 Collapse

                    nhi bhi forex trading bilkul bhi haram nhi he is ka fatawa ap darul aloom banoria karachi ki web site p dekh sakte hain us main saf alfaz main likha he keh forex trading shariat main jaiz he.
                    • #85 Collapse

                      dear friend ap nay ik acha sawal keya ahy aur may ap ko batna chata hu kay forex tradding halala hay q kay is may ap ko jiss chezz ki sell or buy kertay ho wo ap kay samnay he to hay to maray khayal say yi halaal hay
                      • #86 Collapse

                        mujhe nahin lagta hai kay forex trading haraam hai kyun kay hum yahan apni mehnat se kamatay hain hum yahan profit aur loss kartay hain aur yahan insta ki taraf se muslim ko sood free account ki bhi offer hai.
                        • #87 Collapse

                          nai forex haraam nai ha q k yahan hr koi mehnat se kaam krta ha or mehnat se kia hua kaam halal hota ha na haraam
                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mirkhas2000 پيغام ديکھيے
                          Hi dostoo please tell kyaa forex haraam haaa please tell me detail thanks.lot of peoples muj sa sawal karta hain please guide me.
                           
                          • #88 Collapse

                            No forex haram nhe ha abhe kuch din pehele aik bhai ne fatwa b share kia tha han ager ap swap wala account bnate ho then haram ha per ager swap freee islamic account bante ho then theak ha forex haram kse ho ga ap currency se trade krte ho is ko tijarat kehte han bs ap yeah ap ki companey qabiz hopni chaiye jo cheex ap buy kro gold kro gae tou same ammount honi chaiye then theak ha or forex fit ha halal ha not haram :)
                            TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                            • #89 Collapse

                              nahi forex trading haram nahi hai kiu kay forex trading main loss and profit ki percentage Fix nahi hai is liay ye haram nahi hai islam main aisa Business haram hai jis main loss and profit ki percentage fix hoti hai hamesha kay liay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ni aisa bilkul ni ha forex trading haram bilkul ni ha q k is mian trader ko ni pta hota ha k market ny kb or kesy or ks time kahan pr move krna ha or is k bar aqas agr binary systm use kr rhy hain to wo haram ha q k us main trader ko pta hota ha k usko kitna percete milny wala ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X