Thora profit behter hai ziada loss SA....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Thora profit behter hai ziada loss SA....

    forex aik online or risky business hain hamy is main best experience hasil kar ky kam karna chahey agr ham is main new hain hamy is main apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar kam karna chahey hamy is main kam profit milny par tense nahi hona chahey balky isy qabool kar ky next achy sy kam karna chahey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Thora profit behter hai ziada loss SA....

      Hi g bel kul ap NY sahi kaha hai k thora profit behter hai zaida loss sy hamy chahiye k hm zaida loss sy bachein aur aged hamy profit thora b ho rahavhai to usy accept kr ken ye bohat hi zaroori hai hamary leye mehnat sy hamy kam krna chahiye mehnat main azmat hai mehnat admi had jagja hi kamyab hai mehnat kr k hi hm agy brh sakty hein aur kamyab ho sakty hein
      • #18 Collapse

        Re: Thora profit behter hai ziada loss SA....

        Sir aagr hum forex mien aa ker kam kerty hien tu hum ko as mien aa ker agar thora profit hota hai tu wo bee haamary lyee best hai or hum ko a smien aa ker us ko accept kerna hota hai q k agar hum ko kam profit ho ya zyada ho to hum ko as ko accept kerna hota hai ro hum ko as per guzara kerna hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Thora profit behter hai ziada loss SA....

          agar hum forex mai new hain to hamy learning py zada tawajo dene chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum forex ko apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

          اب آن لائن

          Working...
          X