Dear brother and sisters trading main jaisa k lots hamesha choti lagani chiay aisa hi lots lagaty WAQT margin bahut importance rakhta hai q k agr ap lots lagatay waqt margin ko zehn main nei rakhain gay tou loss ki soret main apka account wash ho sakta hai aur agr apnay margin rakha hoa ho Ga tou loss ki soret main b apko Kam az Kam account wash honay Ka dar nei ho Ga esi ko account management kehtay Hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим