Fear aur ziada greed per control
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fear aur ziada greed per control
    Trading Mai fear aur ziada greed aik jaisay nuqsan daay hain . Iss liye trading apny analysis ke base per karne chiye .
    Fear ke wajha say achi opputunity miss na Karin aur ziada greed k waja say over trading na Karin aur na he baray lot size k sath trade Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
    Trading Mai fear aur ziada greed aik jaisay nuqsan daay hain . Iss liye trading apny analysis ke base per karne chiye .
    Fear ke wajha say achi opputunity miss na Karin aur ziada greed k waja say over trading na Karin aur na he baray lot size k sath trade Karin.
    Ji Bhai Ye Mata Aarti with full theek hai agar Hum Din Dono. Spray control karne to Hame Forex trading net loss nahi hoga Aur Hum Ek reasonable profit wahi Banayenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bilkul sahi kaha fear aur greed forex market mein aik professional trader ki sub sy badi mistakes hein kabhi bhi greed ni karna chahiye fear bhi ni hona chahiye kiyon k khud per trut na hony ki wja sy he loss hota hy aur fear aur greed aik untrusted trader ko nishani hein
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        dear ap ny bary hi achy hi point uthay hy ager in bato py amal kartay rahy trader tu loss sy kafi had tak door ja sakty hy age r ap ny trade lagani ho tu pehly ap ko confrm ho ky trade theek ja ga lagi hy us time ap ko garna nahi chahiy us ky bad ager ap ka target hit ho giya tu market sy nikal jay or lalch na kary tabhi ap ko profit ho ga .
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
          Trading Mai fear aur ziada greed aik jaisay nuqsan daay hain . Iss liye trading apny analysis ke base per karne chiye .
          Fear ke wajha say achi opputunity miss na Karin aur ziada greed k waja say over trading na Karin aur na he baray lot size k sath trade Karin.
          Assam alaikum bhai hamesa aur great par control Rakhna chahiye Agar Hum laalach Karenge toh Hame trading Mein nuksaan ho sakta hai hume trading mein jyada Se Jyada mat karna chahiye Hum Jitna baat karenge Hame uttan high profit on sale hoga
          • #6 Collapse

            g han trading k doran lalach se bachna chahye.aur trading fearless ho k karni chahye agar loss ho bhi jy to tention nhe leni chahye.agar ap darr k trading karen gy to zyada bari kamyabi hasil nhe kar paen gy.koshash karen professional trader ban'ny ki.
            • #7 Collapse

              Kisi bhi business mai jab tak app fear free relex mind se nahi hoongay app sahi se kaam nahi kar sakty hain qk apko bht brave hoona parta hay aur agr greed ki baat hay to wo hamaisha loss hi karti hay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                Trading Mai fear aur ziada greed aik jaisay nuqsan daay hain . Iss liye trading apny analysis ke base per karne chiye .
                Fear ke wajha say achi opputunity miss na Karin aur ziada greed k waja say over trading na Karin aur na he baray lot size k sath trade Karin.
                Assalamu Alaikum Jimmy Jaan Jab Hum trailer karte hain tum hamein Fearless Hoga trade karne chahiye Kyunki Agar Hum trading karte pakde rahenge to double minded ho jayenge or double minded hokar Latkar baithenge aur trading Business mein sabse Jyada MGS Hai Ke greedy Na Hoon
                • #9 Collapse

                  Re: Fear aur ziada greed per control

                  forex mai hamy fear ko avoid kar ky fresh mind ho ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn akar saky gy hamy greed ko be avoid karna ho ga q ky yai hamara sub sy bara dusman hain is ke waja sy hamy loss he hota hain hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna cahey pher he hum kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Fear aur ziada greed per control

                    hamy acha knowledge or experience hasial kar ky fear ko or greed ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam akrna chajey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Fear aur ziada greed per control

                      Boss forex mien kamyabi hasil kerna bhoot mushkil h khas tor per aik new trader k lyee mien as mien abi new hon aur mere seniors mujhe ye kahte hien k mien as mien jab b trade karo to pahle as mien soch lo aur jab mien as mien achy sy soch lo tu hi mien as mien trade kero warna mien as mien nuqsan ker sakta hun as lyee mien as mien jab b kaam karo ga tu dakh ker hi kaam karo ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Fear aur ziada greed per control

                        forex main hamy lalch or emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey is main hamy experience or knowledge hasil kar ky confidence sy kam karna chahey pher hi ham acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or ham loss sy bach sakty hain hamy jald bazi sy kam nahi karna chahey loss hony ky bad hamy zada tense nahi hano chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Fear aur ziada greed per control

                          forex ma agr ap ko faida ho gaya ho jitna ap ne socha tha to ap ko chaheya k ap us trade ko band kar day or agr ap ko is sa loss ho jay to ap ko bohot afsos ho ga isleya ap ko laluchi nahe banana chaheya or apne profit par he bharosa karna chaheya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Fear aur ziada greed per control

                            g han fear aur greed in dono se hame bach ke rahna chahiye ye dono cheeze hame nuksaan dete ha jab ap dil aur demagh me fear rakh kar trading karo ge to ap ko boaht mushkil ho ge ap ko trading karne se dar lage ga isi liye fear aur greed se ham sab ko bachna chahiye agar ham ne forex par kaam karna ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X