Participation in forex trading without experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Participation in forex trading without experience
    ​Dear forum brothers kia hum baghair experience ke trading ker sakty hn kia hum without experience forex trading main kamyab ho sakty hn mairy khayal main to without experience ni ker sakty ap doston ka kia khayal hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex market mn ap trade bagair experience k kr sukty hain lakin bagair experience k trade krny sy ap kbi kamyab ni ho sukty hamsha ap ko forex mn loss he hota ager ap bagair knowledge aor experience k trade kren gy tu.
    • #3 Collapse

      maximum members jab join karty hen trading to unky pas trading ka kuch khas tajarba nhe hota .jo member yaha pe mehnat karty hen aur knowledge hasil karty hen wo yaha pe experience bhi hasil kar lety hen aur trading mein maximum profit bhi hasil karty hen.bhot kam log esy hen jo pahly se expert hoty hen.
      • #4 Collapse

        dear yi forex market hy is mai wohi banda kamyab ho sakta hy jo is mai kuch seekh kar hi ata wohi is mai kamyab ho sakta hy jaha tak yi bat ky ap trade nahi kar sakty bagair experience ky tu yi galt ap kar sakty hy broker ap sy yi nahi pocha ky ap ko forex atai hy ky nahi usy bas ap ko account ky verify hony sy matlb hy wo kar ky ap deposit kar ky trade kar sakty hy per yi ap ky account ky liya safe kam nahi hy.
        • #5 Collapse

          Jaby Aap Yahan Par for XP without participation Karenge experience ke aap kabhi bhi yahan se zyada balance generate nahi karenge aap isme long time ke liye business ko Aage Lekar nahi chal sakte hain aap kabhi bhi kisi bhi time par isme nuksaan Kar Jayenge jo nuksaan aap Karenge aap khud ko recover karna padega Jisne aapko maximum working karna Hogi aap ko pata hona chahiye KR Market Mein Kaise kaam kar rahe hain aur isme Kaise business ko message kar rahe hai
           
          • #6 Collapse

            dear bro forex trading main without experience participation aisy hi hy jaisy ke ap ko driving na aty ho aur ap driving seat per baith jain ,experience forex trading se earning ki bunyad hy aur jis business ki bunyad hi weak ho wo kamyab kaisy ho ga ,is liy jitna ziada experience ho ga utny ziada earning ho ge
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Mere Bhai Forex mein agar aap without experience trading Karte Hain Tu Ye aapke liye bahut dangerous hai Kyunki kiss me aapka Tamam Tamam bonus capital risk pe hoga Kyunki come learning car Forex me hona P dangerous jaise ki Vashi business hai ISI Tarah isme aapke paas huge knowledge and experience Hona zaroori hai free app market ke acche se technical analysis Karke achi trade Leke achha profit earn ker sagty haen
              • #8 Collapse

                Yes of course Hame Pata hona chahiye ke Hame forex market Mein participation nahi karni chahiye without knowledge or experience Jab Hum data out knowledge or experience forex market Mein participation Karte Hain To aap ko uski iska kaafi Jyada loss bhugatna padta hai.
                Aap ko chahiye kya aap Sabhi forex market me trading kare to aap apne analysis achche Rakhe secondly aapko Chahiye Hota Hai Ki forex market Mein trading kartay waqat long term kay.
                Liay annaylis bhi karnay partay hain.
                Aap ko pata hona chahiye ki forex market Mein Jab aap trading Karte Hain To aap ki trading start Karne Se Pehle Aap Ko knowledge or experience Jarur hona chahiye Jitna aap ka knowledge or experience achha Hoga aapko forex market mein uthna hai accha profit Bihar se hoga.
                • #9 Collapse

                  Dear friends, ham without experience trading to kar saktay hain but kabhi bhi kamyab nai ho saktay aur na hi profit earn kar saktay hain bal kah agar ham without experience trading karain gay to hamain sirf aur sirf loss hi hoga....so forex trading main kamyabi k leay hamain acha experience hasel karna chaheay aur us k bad hi trading karni chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chata ho ka Participation in forex trading without experience say Kaya Murad ha please Koi senior member mojy is k bary may batay ga jaldi say
                    • #11 Collapse

                      Koi fish traders time tak Kamyab nahi ho sakta hai jab tak voice mein Zyada Speed ke sath working Na Kare Ye Alla speed Mein working karne ke liye uske paas achha wala working capital hona chahiye uske paas skills honi chahiye uske paas learning honi chahiye uske paas Kuch Bhi Na Hota without any experience ko kaise kam Karega jayada experience ke saath kaam karega Karega
                       
                      • #12 Collapse

                        NO never aap forex trading mein kabhi bhi experience aur knoweldge ke baghair kamiyab nahin ho saktey hein jab tak keh aap is business mein achi trha se learning kar lete hein tab hi aap is business mein kamiyab ho saktey hain otherwise aap is mein fail hi hotey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Dosto agr forex trading ma kamyab hona hy to es k ly zroori hy k ap k ps experience ho phr he ap Forex trading ma kamyab ho skho gy or ye experience ap ko trading ma practice kr kr k hsal hota hy lkin jo trader bina experience k es ma participate krty hy to ap es ma kbi kamyab ni skho gy
                          • #14 Collapse

                            Dear forex trading mein start mein har traders un-experience hi hota hay ahista ahista trained ho hi jata hay ye nai kehna chahiye k forex mein mein experience k baghair entry nai ly sakty kuch traders to aesy hoty hain hain jo forex fourm sy knowladge k sath demo py practice karty hain aor bahut jald hi trained ho jatu hain hamen new members k hosla afzai karni chahiye un ki help karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                              ​Dear forum brothers kia hum baghair experience ke trading ker sakty hn kia hum without experience forex trading main kamyab ho sakty hn mairy khayal main to without experience ni ker sakty ap doston ka kia khayal hy
                              Salam alaikum bhai jaan Agar Hum is business call without experience game start kar lete hain tu Itna Jyada problem nahi hai lekin Hume chahiye Ke Hum isko join karne ke baad Doosre members ki post ko acche se read karne ke baad Apne analyses kare trading knowledge se Apna experience Bana le

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X