Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Humari qismat achi ha kay humain forex jesa business mil gaya because bohot se logon ko forex trading kay baray mein ilam nahi ha, ab agay forex mein hum na apni mehnat se trading karni ha. Agar ap apni efforts lagain gy to qismat bhi ap ka sath day gi and ap successful trader ban sakain gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      Dera main tu yeh he kaho ga keay forex main Mehnat he important heay jo trader mehnat kary ga wo he profit kamay ga or agye jay ga loss nahi kary ga profit eran kary ga or agye jaya gq loss bhut kam keay ga.
      • #933 Collapse

        forex mai mehnat be hai aur kismat be hai es mai kafi had tak ap apnay knowledge pe he depend kar rahay hotay hai aur ye easy nahe hai time ka kabe be nahe pata chalta hai
        • #934 Collapse

          forex trading main ager ap new haan tu phir ap ka leya qismat bhot zada zaroori ha or ager forex trading main proffestional trader haan tu phir ap ka leya manat zaroori haa kyeo ka ap jitna zada hardwork karta haan forex main tu utna he zada kamyab huta haan.
          • #935 Collapse

            dono cheze sath hy yr but it hink k mehnat ka role zda hota hy yaha so i think mehnat apko require hoti yaha or mehnat krty hy tb hi kch bnta hy otherwise kch ni bnta
            • #936 Collapse

              if you know about this you will be check the market value is very impaortant for the beggner to uander stand it and method to use this its the kind of spculation form of price in the market
               
              • #937 Collapse

                Mehnet aur qismat dono kaam karti ha trading main, khuch seekho gay to hasil hoga, yeh aik samandar ha, jitna seekho gay kam ha, har aik topic k baad new topic shuru ho jatta ha kabhi support kabhi resistance, etc
                • #938 Collapse

                  Jee I think forex main qismat sey ziyada hard work ki importance hay ager ap hardwork kartey hain aur forex ko learn kartey hain ise ki strategies banatey hain aur trading kartey hain tu ap profit kama saktey hain siruf qismat sey kaam nahin chalta mehnut zaroori hay.
                  • #939 Collapse

                    forex ek risky business ha is ma qismat ka b sath hone chayhe lekn forex ma kamiyab hone k leye mehnat karne parte ha..without hardwork forex ma kamiyabi boht mushkil ha.. ...agar ap k pass experience ha tu ap successful ban sakte ha is lye mera khayal k mehnat ki ziada zarorat ha...
                    • #940 Collapse

                      my dear apko es ma knowledge hasil kar k trading kari chaye or apko eax ma market ka ilm ho or apako es m her news ka ilm ho ap es m stop loase use karo or take profit bhi use karo r ap news time ma pending order use karo
                       
                      • #941 Collapse

                        no exercise a certain place where trading. The trading exercised by calling teleconference and Internet computer at one time among the hundreds of banks around the world. Alumblyonat hundreds of dollars are sold and purchased every few seconds, one of the biggest existing markets online
                        • #942 Collapse

                          Of the most common mistakes made by Forex traders it is that they are content - calculated risks in the form of maximum loss a comprehensive picture of the economic conditions that affect the currency. Most traders rely on fundamental analysis in determining the timing of entry and exit from the market and also to complete their vision about the market formed some of the fundamental analysis that.
                           
                          • #943 Collapse

                            Aslam o alikum janab mere khayal me bhai ager ham mehnat karin g atu hi forex trading me success ho sake ga qismat per tu ham nahi chor sakte qismat be un loogon ka sath deti hai jo mehnat karte hain
                            • #944 Collapse

                              Mehnat hi sub kuch hai her field main qismat kuch nahi hoti hai Forex Trading main qismat ka sochna bhi bewakofi hai kiyun ke yeh kam ap ki trading knowledge per depend hai or apki knowledge hi ap ko kamiyab ker sakti hai always qismat nahi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Forex trading mein sab se ziada important knowledge aur experience hy aur mehnat aur hardwork hy aur kismat bhi forex trading mein hy likn kismat par hum ko ziada depend nhi karna cahaiye kiok kismat har bar sath nhi dati hy aur agr mehnat aur hardwork ho tu forex trading mein profit earn kar sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X