Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    boht he acha sawaal kiya hai dear lekin mere khyal se dono he matter krte hai business mai q k mehnat k baghair business nai chal skta or luck k baghair koi kam nai hoskta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      I think Forex is all about smart work and not hard work. We need to use our intellectual capabilities to learn and understand Forex and use it in trading. Those who do not have the willingness to learn anything and earn money easily are just gambling in this field. Gambling in Forex is very bad and can lead us to severe losses and circumstances.
      • #453 Collapse

        forex me qismath ka bhi amal dakhal he oor mehnath ka bhi muj se tho ager pocha jaye me kahungha k qismath oor mehnath ka 50 50 amal dakhal he q k jo cheez qismath me na ho tho wo tho mehnath se bhi nahi mailthi oor jo qismath me ho wo mahnath k baghair nahi milthi so s
        • #454 Collapse

          Hoga to wohi jo Qismat main likha he bhai jan lakin humain aghr kuch hasil krna he to humain mehnat krny ki b zroorat hoti he or main to yehi kehta houn k aghr hum is main se kuch hasil krna chahty hain to humain is main mehnat krna hogi to hum is main khud hi kamyab ho jae ge or humari Qismat b humary sath hi hogi
          • #455 Collapse

            hay dost,agar ap khud is sawal ka jawab nahe dy skty to ap k kam krny ka ky afaida hoa.kisi bhe kam ko krny k liya ap ko dono kismat or mehnat ke zrorat hote ha.q agar ap mehnat nahe kro gy to qismat ap ka sath nmahe dy gejo k ap k failer ke bri waja bn jataha.
            • #456 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mueed Ur Rehman پيغام ديکھيے
              frnds plz btayein k forex mein qismat imp hai ya mehnat
              sir forex ma mehnat be karni parti ha or insan ke qismat be hoti ha agr to wo mehnat kar raha ha lakin us ke qismat us ka sath nai ha to wo kamyab nai ho skta lakin agr wo mehnat kar raha ha or us ke qismat be us ka sath ha to wo kamyab ho jy ga ya dono business ka important part hoty ha
              • #457 Collapse

                mehnat kiye baghair kisi bhi field main kamyabi nahi hasil ki ja sakti. aor qismat agar sath na ho to bhi ham fail ho sakte hain.Luck does not bring good trade for you. You find the lucky trade. It is you who is going to make the luck or bad-luck.
                • #458 Collapse

                  me ne kabi bhe yh nahi socha jab se me forex me hun ke mahant ki jaga ham qismat se kamyabi hasil karte hen kiu ke jo bhe kaam he usko karne se samaj aati he or istrah agar ham mahnat nahi karet toh ham apni qismat ko blame nahi kar skate so learn karen phr qismat khud achi ho gi
                  • #459 Collapse

                    bhai je forex trading aik business hay es mein meray kheyal mein qismat buht he aham hay maggar bhai aik baat jo bhe es mein mehnat aur lagan say kaan karta hay aur mehnat kar kay es kay baray mein knowledge aur experience hasel karta hay qismat bhe us ka he sath dayte hay jo khod mehnat nhein karta qismat ache ho bhe tu us ko chor dayte hay
                    • #460 Collapse

                      Foreign exchange me personally mehnat ziyada essential rakhti han queen ismat in order to wo cheez ' jo khabhi hamre sath hoti han aur khabhi nahi hoti han leikn agar sound sache dill ze mehnat kare as well apni queen ismat khud bana sakte han.
                      • #461 Collapse

                        Dear is business me hmeshah mehnat se kam laina chahey kabhi bhi qismat se kam nahi laina chahey kyun k mehnat is business me aik shart ha or qismat se agr hm is business me trading karen gyn tu apna account wash kar sakty hain is liye hmen mehnat se kam laina chahey
                        • #462 Collapse

                          bhai hamein mehnat karni chaiye sirf kismat se kuch nahi hota aur aap ki baat bhi right hai kay agar kismat hamara sath na dein to bhi hum fail hojate hain so both things are necessory and important
                          • #463 Collapse

                            forex trading me survive krne k liye sirf luck pe depend nahi krna chahiye agr aap is buisness he hard work krte hein to qismat bhi ap ka sath de gi is k liye ap ko apna knowledge or eperience increase krna ho ga or apni trading skills ko improve krna ho ga.. yuo should creat you own strategies and work with confidence and pateince
                            • #464 Collapse

                              Dear ge bhai meray khyal me forex me hum ko qismat mehnat aur teen chize knolege .learning aur experince ki bhe bohat zaroorat hoti hai hum sirf qismat mer baroosa nahi ker saktay hai q ke agar hum big trade lagatey hai ke humary qismat hoge to mile ge nahi to na mile ga .aur is chaker me hum bohat zyada nuqsan ker detay hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                forex mein kismat plus mehnat dono important hain kyun k mehnat kiya beghair kismat b appka sath nahi degi isliya right time pey appkey saath mehnat key saath kismat ka hona zaroori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X