Forex me maximum kitna kamaya ja skta he?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading aik aisa business hay keh esmain koi limit nahi hay earning karnay ki agar hum chahty hay keh esmain ziada say ziada earning karen to humay es business ko theak say mehnat kar kay earning karni chahiye tab he hum market main regular base par achi earning kar sakty hay esmain khoob mehnat darkar hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai ya to trader kay knowledge and experience kay oper hi depend kerta ha.kay wo is business ko kitni achi tarha say janta hay.ager wo is business main expert trader hay.to is business main har month buhat sa profit apnay liya easily kama sakta ha.or ager wo is business main expert nahi hay.to ya bi ho sakta hay kay wo poray month main sirf loss hi karay.or is business main profit ki koyi limit nahi hay.is business main profit unlimited ha..
      • #18 Collapse

        Meray Bhai forex ik unlimited earnings market hay yahan apk pass jitna experience hooga app is market mai us se zyada earnings kar saktay hain
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: imranraza پيغام ديکھيے
          Friends mera apse sawal he k forex ko full time de k hm monthly kitna kma skte hen
          forex pe aap utna he kama saktay ho jitna aap ka trading experience hoga jitni best investment hogi aap kay account mei ye dono compulsory hotay hain aap mehnat karain apni skills achi karain aap apnay experience aur apni abilities kay mutaabik he trades karo gay jitni aap ki performance jitni achi hogi with good hardworking utni he best earning hogi aap ki...
          • #20 Collapse

            Ye to investment pay depend karta hay jitni zayada investment hogi utna zayada he earn kar sakty hain.Agar aap kay account size 2000$ hay to ap monthly 300$ kam say kam risk k sath earn kar sakty han Aur agar is say zayada earn karna chahty han to possible to hay lakin risk barh jata hay aur account wash hona asaan hota ho jata hy
            • #21 Collapse

              forex is the world wide online market business esleya hum ko chaheya ka hum ager es ma zeyada hard work karta ha to per hum ko bohat achi profit hoge maximum ka muja nhi pata laken es ma lot of earning ho sakta ha ager hum hard work karna start karda to best rahaa ga esleya i did't know about maximum profit of forex...............
              • #22 Collapse

                Re: Forex me maximum kitna kamaya ja skta he?

                hum jab forex main kam karty hain to is main hard work kar kay achy sy kam karna ho ga is main daiy achi eraning hasil ho sakti hay magr earning hasil karny kay liye is main kafi mehnat darkar hoti hay kun kay market main hum jab kam karty hain to kabhi profit hota hay or kabhi loss hota hay so apny exeperunce say kami hoti hay
                • #23 Collapse

                  Re: Forex me maximum kitna kamaya ja skta he?

                  Forex trading aik aisa busness hay jis main kamanay aur investment kernay ki koe limit nahi hay. is business main jitna bhi invest kia jaye kam hay aur jis hisab say invest karen gay usi hisab say profit bhi ho ga. ager koe trader kam investment say trading kerta hay to wo kam profit earning karay ga aur jo zayda investment keray ga us ka profit zayada ho ga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex me maximum kitna kamaya ja skta he?

                    forex tradign aik risky business ha jis trah is mein risk ka zyada chanse hota ha isi trah is mein profit ki bhi koi limit ni hoti ha ap boht zyada earn bhi kr sakta hain tradign mein ya ap pa depend krta ha k ap a kitna is ko time daita hain or kitna hardowrk krta hain baqi is mein profit ki koi limit ni ha ap chahain to lakho or croron rupa bhi kama sakta hain but hardwork zroori hota ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X