Posts ki tada kaisy mallom hogi?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    G han jab hum pakistan forex treading business pr kam krty hain to hum sath ky sath hi us pr posts ki tadad likhi Aa jati hy to hamain maloom ho jata hy ky hum Aab tak kitni posts kr chukay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      apni posts ki tadad ko dakhty hn k lye k apnay aj ketni posts ki han. us k lye hamain "profile" ma jana hota ha. then left side par "find latest posts" par click kar k ap apnay daily ki posts or previous posts ko bhe check kar sakhty hn. ya business boht he acha ha or hum forex par working kar k unlimited money earn kar sakhty hn.
      • #78 Collapse

        boss ge ager muhjy malom hota tu mai ap ko bata daita but i am new here is lye muhjy pata nahi hay ha but main iapne kissi friend se pata karoo ga us k bad he muhjy maloom ho ga ka kaha hay posts ki tadat maloom hoti hay
        • #79 Collapse

          forex trading may sb sy behtreen bat fast earning hy hmy payment ky ley ziada wait nai krna parta jtna ap profit bnaty hyn usi wkt withdraw krwa kr use kr skty hyn,forex may fast aor bot interesting earning hy yh bot nice karobar hy aor ham es may easily earning kr skty hyn or ye forum forex discuss krne k liye best hai
          • #80 Collapse

            g ye to bilkul asan swal hai ky posting ki tadad kaisay pta ho gi hm ko bs postng krni chahyia posting ki tadad sath sath note hoti gati hai is lia hm ko postng ki tadad ni dkhni chahyia hm ko bs postng krni chahyia r kam krna chahyia kn ky po
            • #81 Collapse

              When you done with one post on Forex . You can easily see your post related to Forex trading or on Pakistan Forex Forum. Your profile also gives you each and every detail about post and thirs main thing is that you can count your post on Forex. It is the best way that you came to know about post.
              • #82 Collapse

                mery bhai ye to bahot asan treka hai posts ke tadad malom krny ka bhai ap ke post jab send hoti hai ap ke post k sth he ap ke posting tadad b atech ho jati hai ap wahan sy dekh skty ho us k ilawa ap apni profile open kro wahan py aik option ho ga bonus for post us ko open kr k b ap apni posts ke tadad malom kr skty ho
                • #83 Collapse

                  ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
                  he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
                  thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
                  • #84 Collapse

                    hume apni posts ko dekhna bhot he asan hai is me koi b mushkil kam nahi hai hume yha pay he her cheez ko samjhna hota hai aur sath sath he sub kam karnay hoty hain.
                    • #85 Collapse

                      g bahi jan aap kibt to thik hay lekin post ki tedad to hr post k sath sath nezar aarhi hay hoti hay ye to koi mosh kil kam nhi hay forex trading my aap jab post krni shoro karty hay us wakt bi aap apni post dekh kar kam shoro kre to phir bi aap apni post ka hisab lga skty hay
                      • #86 Collapse

                        bro aap my profile per click kr k posts per click karain gy toh aap ko aap ki posts ki strength pta lag jaay gi aur sath sath aap aur bi cheezon k bare mein malomaat hasil kr sakty hain like earned dollars and many more ..
                        • #87 Collapse

                          pany bonus say b ap andaza laga skty hen k aj kiti posts ki hen es k elawa ap agr profile ma ja kr post for bonus ma jahen to ap ko wahn aik month aur sari post ki tadad ka pata chal jay ga k ap na kitni posts ki hen
                          • #88 Collapse

                            Dear its very simple to check how much posts you have made. You can check the number of posts by opening your profile page and there you can check the status and number count of your posts. It will give complete info about total posts so far and also the average posts per day.
                            • #89 Collapse

                              bhai aap apni profile mein jaa kar bonus for posts k option me jaa kar check kar saktay ho k aap ne kitni posts ki hain. mujhay tau apni posts ka pata hota hai daily posting karne se pehle k kitni hain aur work khatam karne k bad phir check kar leta hoon k kitni hogyi hain jis se mujhay us din ki posts ki tadad maloom ho jati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Dear my all friends ager app ne post ko open karna to app us k liye pahle pak forex forum ki site open kary us k bad new post likha ho ga waha per click kar waha se post suggests kar k posting start kar dye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X