Start mein money bilkul invest na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start mein money bilkul invest na karain
    Mere tamam aise members jo kay abhi forex ko seekh rahay hain ya new comers sae request hai kay woh abhi forex mein apna money invest na karain balkay forum per mehnat karain aur zayada sae zayada tim iss mein lagain aur forex ko seekhain ta kay aap ka bonus bhi banay aur aap ko forex ka knowledge bhi hasil ho aur demo per practice zaroor karain aur experiance honay per aap invest kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ke baat bilkul theek hai aur mai b iss baat say agree karta hon . Forex trading wiase b kafi risky business hai aur new traders aur learners kay liye iss mai kamyabi hasil karna aur b ziada mushkil ho jata hai . iss liye ager new traders pehlay demo aur phir bonus account ke madad say he trading start karin tu in ka capital b save rahy ga aur woh trading ke learning b kar lain gaay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Mere tamam aise members jo kay abhi forex ko seekh rahay hain ya new comers sae request hai kay woh abhi forex mein apna money invest na karain balkay forum per mehnat karain aur zayada sae zayada tim iss mein lagain aur forex ko seekhain ta kay aap ka bonus bhi banay aur aap ko forex ka knowledge bhi hasil ho aur demo per practice zaroor karain aur experiance honay per aap invest kar saktay hain
      Yes bro jab tak hamen acha experience ni ho jata hai hamen apni investment bilkul bhi ni krni chahiye q k jab hamen experience ni hoga to ham apni investment ko loose kr jaen ge isliye hamen chahiye k ham uss waqt tak investment na kren jab tak hamen forex ka better knowledge and experience ni mill pata hai
      • #4 Collapse

        forex trading aik investment type business hy lkn ye bh reality hy ke ye aik highly risky business hy mostly log is main invest kerny se derty hn lkn ager invest na kren to profit kaisy ho ga ,lkn forex ko ap ko learn kerny ke bad is main invest kerna chay pehly ap ko demo per practice kerny chay jub ko kish market ko samjh jain phir ap ko invest kerny chay
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Gee haan forex mein enter hotay hi teading mein invest kar dena bahut zayada risky hai aur aap ko aisa nahin karna chahyea balkay aap forum sae bonus earn karain aur uss per trading karain aur trading mein apna experiance gain karain aur jab aap samjhain kay aap ka experiance itna ho gaya hai kay aap invest kar kay kama saktay hain tou tab invest karain
          • #6 Collapse

            Dear forex mein start mein aaty hi invest kar lena bewaqoofi hay demo aor bounus account py start men trading karni chahie jo log start men invest karn lety hain loss hi karte hain meri aesy members sy guzarish hay k trading ko smjh kar hi invest karen tan....Agar wo start mein invest kar lete hain to start mein loss hony par trading sy uktah jaty hain aor trading chor dety hain
            • #7 Collapse

              Ap ne bohat achi baat ki hai aur ye bohat achi advise hai tamam new members k liey jo abhi forex me new hain. Tamam new members ko forex pe apna experience hasil kerna chahiey is k liey ziada se ziada time forex pe spend kerna chahiey aur us wqt investment ni kerni chahiey jab tak experience hasil na ho jaey. Is liey pehle apni mehnat jari rakhen phr trading kren phr invesment ki traf jaen.
              • #8 Collapse

                na tajarba kar traders ya forex mn bilkul nay anay waly traders ko shuru mn zati paisa to bilkul invest ni karna chahye, kiyun kay tajarby kay baghair forex trading mn paistan invest kar kay tarding karna boht he bari bewaqoofi hy. pehly seekhen fir practice karen aur fr invest karen.
                • #9 Collapse

                  han g ap ne bilkul thek kaha hai jam jab new members hoty hain forex me to hamary pas itna knowledge or experience nhi hota k ham forex se start me he earning shoro kar dein es lye ham ko thora wait karna chahye or forum par ham ko mehnat karni chahye es se hamara experience bhi increase hota rehta hai or sath sath hamray pas acha bonus jama ho jata hai jo ham forex par trade lga k achi earning shoro kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul humy start main kabhi b money invest nahi karni chaye q k is main bht hi bara risk hai agar hum koi invest kie bagar hi comments k zariye sy hi bonus banayen gy to hum us per hi trade lain gy to humy loss hony pe zayada dukh nahi ho ga or demo pe practice karni chaye .
                    • #11 Collapse

                      yes dear apnki baat bilkul theek ha humainy forex me start me investment nehi karni chahiey loss honay kay chances hotay hain ap ko chahiey sub se pehlay forex ki learning karay is forum se expert traders se knowledge gain karay phr demo account open kar kay khoob practice karay money management kay sath or jub exprience gain ho ga to ap profit earn karay gay or ap ko is forum se achi investment b mil sakti ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Mere tamam aise members jo kay abhi forex ko seekh rahay hain ya new comers sae request hai kay woh abhi forex mein apna money invest na karain balkay forum per mehnat karain aur zayada sae zayada tim iss mein lagain aur forex ko seekhain ta kay aap ka bonus bhi banay aur aap ko forex ka knowledge bhi hasil ho aur demo per practice zaroor karain aur experiance honay per aap invest kar saktay hain
                        G bhai aapne bilkul theek Kaha mai aap ki baat se agree karta hoon start Mein traders ko chahiye ke woh money invest Na Kare Kyunki Jab traders ke paas experience nahi hota Aur Woh money invest Garg trading karte hain Unki money invest hone claws hone ke bahut jor se
                        FRD 07 TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X