Sabar sy kam lena,,, trading to fresh mind sy karen to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ha aapne shi kaha hai agar aap fresh mind se forex me kam karate hai ya trad karate hai to aapko loss kabhi nahi hota hai ya fir kam se kam hi hota hai is liye aapko jab bhi trad karana haito aapko bahut hi fresh mind se hi karana hai aur kabhi jald bazi se trad karana nahi hai agar ye kiya aapne to aapko loss hi hota hai forex me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g han forex ak asa business h jis mein success ki jldi ni krni chahye q k laluch mein a kr bht se traders starting mein hi bht bara loss krva beth'ty hein or forex ko chor dte hein islye forex mien jldi ni krni chahye
      • #63 Collapse

        Do trading always with fresh mind because through fresh mind we can easily earn a high level of profit.Wait for a good trend and good market direction and then place a trade because through waiting there are many opportunities of earning arise in forex.
        • #64 Collapse

          trading main sbr sy kam lain gy to hi trade achi ho gi aor trading kay doran apna mind fresh rkh kr kam krna hota ha is main koi mistake na krna chahe hoti hain aor jab is main fresh mind sy trade krain gy to profit bht ae ga
          • #65 Collapse

            sbar sy kam lan bht hi zarori hy koi bhi kam ho life ka us main sbar bht value rakhta hy . sabar ki hamari ligfe main bht hi zada importance hy or is ka hona hamain zindagi main kamyabiyon ki tarf ly k jatai hy
            • #66 Collapse

              aap ko is business main bht saber se kam lena parta ha tb aap ko is main bht sa profit hot ha aur aap ki trding bi improve hoti ha aur aap ko km waqt main bht sa paisa kmane ka moqa milta ha
              • #67 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khubaibshk پيغام ديکھيے
                Sabar sy agar hum trading main kam lengy to kia hamari trading achi nhi hogi? mera matlab hy k agar hun trading to fresh mind sy karen to
                ager hum sabar se kam len geyn to hamari trading absulutly achi ho gi aur sath sath exprince be gain hota jaye ga sabar sab zaroori cheez hai trading mayn ager humare pas na ho to hum ana nuqsan karwa sakte hain
                • #68 Collapse

                  yes dear forex main sabar aur fresh mind ki bohat zarorat hoti hain q k ye aik business hain aur busibness main in dono cheeso ka hona bht zarori hai its very important topic.
                  • #69 Collapse

                    forex buhat asha business ha forex trading ma ek fresh mind ke sath trading kerni chae or saber ke sath kam lena chae wran hum loss ker dain gae or humian jazbat kabo ma rakhna ho ga
                    • #70 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: khubaibshk پيغام ديکھيے
                      Sabar sy agar hum trading main kam lengy to kia hamari trading achi nhi hogi? mera matlab hy k agar hun trading to fresh mind sy karen to
                      I agree with u trading ko hmainsha freash minf=d se krna chahiya. or sabar se kam lena chahiye jald bazi ka muzahira nai ker na chahiye
                      • #71 Collapse

                        Hum ne agar achi study aur practice karnay kay baad market kay trend ko dekhtay huye aur analysis karnay kay baad trading ki hogi to phir humain bohat zaroori hai kay hum Sabar say kaam lain. Is tarha say humain trading kay saath chalnay ka sahi say mushahida bhi hoga aur humaray andar sabar aur confidence bhi paida hoga.
                        • #72 Collapse

                          yes my dear freshness of mind do count in this trade ...and the patience is the other thing ...i agree with you in both ...and fro taking decisions freshness of mind is very helpfull because wise dicisions are with the fressness of mind ...and less mistakes are with freshness of mind
                          • #73 Collapse

                            ji haan dear aapnay bilkul sahi kaha ahi hamay chaiye kay hum trading ko bhut hi fresh mind say karen ku kay trading mai jald bazi karnay say hamay bhut loss hogaa is liye hamay chaiye kay hum trading mai fresh mind rakhen and jald bazi na karen yai bhut achaa bussniss hay,......................
                            • #74 Collapse

                              ji bilkul hamain trading fresh mind se kerni chaye aur sabr se kam laina chaye ku k trading totaly brain power se ki jati hai so jab bi trading karain tou khud ko fresh rakhain aur sirf trading main markets movement k bary main souchain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                is mein sabar se kaam krna buht hi best hota hai kyon ke agar ap ne greed kiya to ap ko buht loss ho sakta hai is mein buht zeayda loss ho sakta hai is liye ap ko experience gain krna chahaiye ta ke ap seekh saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X