Support aur resistance par pending order ka istemaal..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support aur resistance par pending order ka istemaal..
    Asalam-o-alikum! Friends ham pending order ka istemaal kar kay achi trading kar sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain. Jab aap nay trade lagani ho to jaldbazzi ke bajaay aap sab say pehly trend ko find karin kay kon sa sa trend chal raha hai. Us kay baad trend ko daikhty huy support aur resistance par pending orders use kar kay achi jagha market ma entry laga sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Asalam-o-alikum! Friends ham pending order ka istemaal kar kay achi trading kar sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain. Jab aap nay trade lagani ho to jaldbazzi ke bajaay aap sab say pehly trend ko find karin kay kon sa sa trend chal raha hai. Us kay baad trend ko daikhty huy support aur resistance par pending orders use kar kay achi jagha market ma entry laga sakty hain.
    G bilkul jab ham market pe pending orders ko active krte hain to in se hamen kafi faida hota hai q k kabhi kabhi market trading k qabil ni hoti hai aur iss liye ham apne analysis kr k market pe pending orders laga dete hain jo k hit ho jate hain aur hamen kafi faida ho jata hai isliye hamen pending orders ko ahmiat dena zaruri hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      fourm pe jo suppoting tools hen unka use sekhna bhi chahye avr faida bhi uthana chahye.major support pe risk zaror lena chahye koshash karen k us k bad trade ka dehan bhi rakhna chahye aur jaldi close karna chahye.

      اب آن لائن

      Working...
      X