banks holidays ka forex markeet pay kia asar parta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    banks holidays ka forex markeet pay kia asar parta hay?
    dear members jub kisi bank main koi holiday hti hay to us country ki trades ko stop kia jata hay ya usay continu he rakha jata hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sallam dosto kia hall hain app logo ka forex trading main jhab be bank holydays ate hain tu is main yi hota hian k forex trading ke market ke movement Slow ho jate hain otha charawo kafi slow ho jate hain or koye be esa problem nahe hian
    • #3 Collapse

      Mery bhae jab bhe market main bank holidays hoty hain to jesa k USD ka ho geaya ya pher JPY k bank k holidays hoon gay to us din app ko usd ya jpy k pairs main koi ache move diekhnay ko nahe milay ge app ko forex main koshsh kerna ho ge k app us din trade mat karen koink app ko koi acha set up trade k leay naeh milay ga
      • #4 Collapse

        Bahi jab kise bhe mulk main bank holiday hota hai to us mulk kay banks main to currency trading nahi hoti magar jo baki banks dosry mulkon kay hoty hain un ma us mulk ke currency ke trading jaari rehti hai kunkay forex market to 24 hours open hoti hai jiss say aap andaza laga sakty hain k bank timing to sirf 8 ghnty hoti ha magar phir bhe har mulk ke currency par trading 24 hours hoti hai. Lehaaza us mulk ki currency ke movement kam ho jaati ha jis ma holiday hota ha magar trading jaari rehti ha
        • #5 Collapse

          G bohat acha sawal pocha apne bank holiday ki waja se market thori slow move karti hai uski reason ye hai k banks forex mai trading ki market ko boost ya down karty hain q k bank k forex experts jahan we market ko purchase karty hain wahan se market up jati hai aur jahan se wo apni nikalty hain to ik dam se market down hoti hai to ye changes bohat taizi se ho rahy hoty hain jo bank holiday honay ki waja se slow ho jaaty hain.
          • #6 Collapse

            forex market main 2 days choti hoti hay aur eskay elawa forex market open he hoti hay aur market main kisi bhi time trade ki ja sakta hay aur humay chahiye keh trade kay liey tab he market main enter hon jab humay acha chance milay kyun keh blind trade karnay say hum earn karnay kr sakty hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex market main 2 days close rehti hay mazeed agar kisi tehwar ki waja say banks main chooti ho to us waja say market close to nahi hoti but market ki movement main kafi asar parta hay matlab market ki movement bohat kam ho jati hay agar hum chahty hay keh market ki movement ko under stand karen tab he acha earn kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X