emotions trader ko loss ki traf ly jaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions trader ko loss ki traf ly jaty hain
    bhai jan trading krny k luy Koch trader emotional ho kr trade lgaty hain jis man ziada trade wrong LG jati hain jb koi wrong trade lgti hai osi trade ka wait krty hain or os sy zuada loss kr daty hain is luy hum ko kb bhi trade lgani chaye achi trah analysis kr k trade lgani chaye
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji emotions forex ma trading karty huy aap kay sab say bary dushman hoty hain. Agar aap chahty hain k ap achy trader ban sakin aur acha munaafa kama sakin to apko apney jazbaat par lazmi kabu rakhna hoga. Jabb tak jazbaat par kabu karna nahi aay ga aap ghalat faislay kartee raahin gay aurr apkoo loss hota rahe ga. Lehaza emo ko tackle karney k liey aik acha plan tiyaar karin aur apni trading ko behtar bnaain.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Ji emotions forex ma trading karty huy aap kay sab say bary dushman hoty hain. Agar aap chahty hain k ap achy trader ban sakin aur acha munaafa kama sakin to apko apney jazbaat par lazmi kabu rakhna hoga. Jabb tak jazbaat par kabu karna nahi aay ga aap ghalat faislay kartee raahin gay aurr apkoo loss hota rahe ga. Lehaza emo ko tackle karney k liey aik acha plan tiyaar karin aur apni trading ko behtar bnaain.
      jee bhai aap kr bat thek hai emotional ho kr jo bhi trade lgaty hain woh thek nahi lgti on man zuada trade wrong he hoti hai or ziada trade loss man he jati hain Is trade agir loss man jati hai to bhi hum ko emotional nahi Hona chaye positive mind ho kr trade ko thek sy continue krna chaye
       
      • #4 Collapse

        Goood bhai jb ap k pass bonus aaiy to ap emotion ko control ma rkhy agr ap emotion ko control m ni rkhy gy to ap loss ki trf jaiy gy so jb bhi trade lgaiy soch smjh k ziada khushi ki zrort ni hai lkn jb ap sb smjh jaiy sekh jaiy phr ap acha business or profit hasil kr skty hain
        • #5 Collapse

          jab bi trade karen tention free ho k tahamal se trade karen.agar loss ho jy to sabar se kam lain aur profit aa jy to dobara trade lagany mein jald bazi se kam na lain.esa na ho k ap jaldi mein galt trade laga dain aur apka profit loss mein tabdeel ho jay.
          • #6 Collapse

            assalamualaikum dear umeed krta hun ap kheriyat sy hun gy apki post buhat hi achi hy main apki bat sy ittifaq krta hun ky hain kabhi bhi preshoer main trading nai krni chahye hamara zehan fresh hona chahye zehan fresh ho ga to ap achi trade laga paen gy achi trade sy acha profit mily ga agr tenshoin main hungy to apko loss ho sakta hy
            • #7 Collapse

              G jnb apki bat thk hy bilkul e hmy trading krty wqt apni emotions py control krna ho ga. Emotional ho kr agr trade ki tu ye hmy loss ki trf ly jay gi qk trading me josh sy ziada hosh ki zrurat hy . Hmy bilkul normal aur relax ho kr trade krni ho gi. Ye ni k 1 br profit a gya tu buht ziada excited ho kr koi trade lga di bghair ksi soch bichar k. Profit ho ya loss hmy apni emotions py control krna ho ga. Taa k hmari trading safe treqy sy ho aur profit k chances ziada sy ziada hn.
              ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k forex trading mai agar ap emotinal ho kar trading karte hain tou is main ap ka loss hi hota hay forex main ap agar achi trade karna cahte hain tou us k liay ap ko apne emotina par control karna parta hay aur tab hi ap kamiab hote hain is main warna ap apna loss hi karte hay

                اب آن لائن

                Working...
                X