Keya Forex Haram kam hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: forex trader
    AOA is kaam main aap ko ghar main baithay bithay kaam karnay ka moka milta hai international level lpay yeh kaam kia jata hai or aap ko is main ziada say ziada kamai ka moka milta hai jis main kisi ka koi hath nahi hai so halal hai.
    mery dost forex 1 business hai jis main profit or loss donon hota hai jis business main profit or loss donon hon wo business haram nahi ho sakta hai jo log forex ko haram kehty hain wo rong bolty hain forex 1 halal business hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      nhi forex hram kaam kese ho skta he is mein ap kon sa kisi ki chori kr rhe hein ya kisi ka hq mar rhe hein ap mehnt krte hein or is ki ap ko payment ki jati he forex to students k liy best he kyun k ese ap part time job k liy choose krte hein forex pe ap mehnt krte hein kaam krte hein to ye hram kese ho skta he
      • #93 Collapse

        nahi mjhay nahi lagta hai k ye haram kam hai ye bhot he acha kam hai is o zror join karna chahye aur is pay kam karna chahye aesay me hume he sub say zyada fiada hota hai aur hum khud he sub kam kar lety hain.
        • #94 Collapse

          Forex trading business kisi b lihaz se harram nahi hai poray middle east main ye use ho raha hai is business k baray main fatway b mojood hain aur ye kaam har country main b legal hai
          • #95 Collapse

            dekhain brother jab ham kisi kam mein mehnat kar k paise kamatay hain tau vo haram nahi hota. ham log forex trading bussiness mein pehle paise invest kartay hain aur phir hamain is bussiness se kabhi profit aur kabhi loss b ho jata hai. is liye forex trading bilqul halal bussiness hai. hamain hamesha forex mein postive mind rakh kar work karna chahiye.
            • #96 Collapse

              nai mare bhai ap ko kis ny keh diya hai k Forex ek haram business hai yeh totally halal business hai and is main hamain profit k sath sath loss ka bhe chance hota hai,,,,thats why its totally halal....
              • #97 Collapse

                yar hum ne yaha forum me hi kai dafa ye bar confirm ki he k forex trading halal he haram nhi he. mene ye written hadith dekhi he k currency ki sell and purchaseing halal he. so is me zahiri tor per bhi kuch bura nhi dkhta
                • #98 Collapse

                  yar brother main ne jahan tak maloom kiya hay wahan tak ye business haram hi hay aur is ko karna sahi nahi hay is main qabza nahi hota hay baki ap aur maloom karain is ke baray main.
                  • #99 Collapse

                    mery kheal mein to forex halal he q k hm mehnet ker k earning kerte hen or mehnet se ki hui earning haram nai hoti baqi men kuch conform nai keh skti
                    • #100 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid Habib پيغام ديکھيے
                      yaar mujhe itna maloam hay kay jhub losses hote hain aur bare bare tou haalaal hi huga magar may mukamaail muttafiq nahi lekin hum apna qemti waqrt kharch karahe hain to shayad haraam nahi huga
                      bhai jaan forex haram hai yeh halal yeh baat agar app olama se pouchien toh ziyada bethar hoga kiyun k meray khyal se yeh foroum asay sawalat ka nahi aur na hi yahan par koi app ki iski sahi guidance dey saktha hai
                       
                      • #101 Collapse

                        Aslamualekum dear :
                        ap ny ghalat suna ha trading ka matlab ha tajarat aur tajarat halal ha yaqeenan ye aur bat ha k isy ham internet par kar rahy han aur ye bat b zehan ma rakhi jaye k ye k is ma hamen nuqsan aur faidy dono ka khadsha ha isliye isy ham haram nai kahen gy
                        • #102 Collapse

                          Dear agar koi mehnat karta hai or usy us ka sila milta hai to is ma haram kaha se agaya . haram to wo hota hai jo gambling karta ho Jo paise interest pe deta ho ya kisi se zabrdsti leta ho. I am not agree with those who says that it is haram.
                          • #103 Collapse

                            nahe g mujy yah to nahe pta k forex halal hai yan haram hai. lakin yan tamam muslam countries main chal raha hai. or tamam muslman kar b rahy hai. main to is buniad or mazeed koi acha rozgar na honey ki waja se kar raha ho. baki kuch nahe.
                            • #104 Collapse

                              ni janab forex haram kam ni ha.ya aik business plate forum ha.is ma loss our profit hota ha.sirf jova haram ha.us ma jeetna km or harna zaida hota ha.is ma currency trading hoti ha.haram ni ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Nahi sir ye haram nahi ha aur trading to "Nabi (S.A.W.W) " ne bhi ki ha forex tw foreign exchange trading ha...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X