What is Drawdown?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    May be you are say the right but I have no idea that the draw down.
    I hope that the any senior member known this point.
    They are explain accordingly.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      forex main work or trading through hum jitna bhe earn karty hain woh hum insta forex kay through with draw karwa sakty hain forex ki security itni best hain hum is main say account attached kar kay nikalwa sakty hain ????
      • #363 Collapse

        Bhai main nay yah draw down ki term suni to hay laikn mujay iss kay baray main pta nahi hay yahi kia cheez hoti hay ap ki defination mujay kafi had tak theek lgti hay.kay ap nay apnay account main jo total balance lia hota hay hay uss main jitna loss hota hay ussay draw down hi kaha jay ga I think may I am wrong.
        • #364 Collapse

          Muhammadlakani bhaei apne durast information di he humin drawdown k bare min. Main yahan pe ye kehna chahta hon k humara jo account balance hota he us pe jab hum trade lagate hin to humari trade start min minus min chalti he because of spread ye ye faraq jo he wo kehlata he drawdown balance.
          • #365 Collapse

            draw down se yhe murad le skte hein keh jb trader account mein loss mein ja rha hota he tu us wkt ke condition ku draw down kaha jata he aur trader ku apne limit rkhne chahe draw down ke ziada loss mein nhe jana chahe
            • #366 Collapse

              Mery khyal main jab humari trades jo humay loss kar rahi hoti hay us loss ko forex ki term main drwadwn kehty hay aur ye conferm pata nahi mujay mazeed main apny seniors say puchun ga.
              • #367 Collapse

                Dear friend assalamu aylakum jenab is bare mea mujhe nhe pata q ke mea new suer hu aur abhe he is foram ko join keya ha so plese i do not understan this
                • #368 Collapse

                  Mere bhai jab hum karee ge to us ko buy karne per income to kharch ho or lazmi baat ha humare acount se cut ho ge account ballance kam ho ga
                  • #369 Collapse

                    maine forex trading abi join ki hai is liy main abi is bary mai nhi janta k draw down kya hai waisy is post sy mere knowledge mai izafa hua hai.
                    • #370 Collapse

                      thanks bhai jan aap ne hamy bht acha knowledge dya hai .me abi new ho our me abi trading learn kar raha ho ye difficult ha mgr interesting b bht hai is se ham ghar bethy hoy earnig kar skaty hai
                      • #371 Collapse

                        ap pahle kam kar k income to bana len pher he drawa kar saaken gay es liy drawa karne k liy kam karna boht zaroori hai ap es ka drawa real account k zariay se kar sakte haiso plz work.
                        • #372 Collapse

                          forex ka proper knowledge hasil krny ky ley ap ko books study krni parti hyn aor strong skill hasil kr ky es may behtreen earning kr skty hyn,jb tk es may ap confidence sy kam nai krty ap ko es may faida nai hta.drawdown tb hta hy jb ap ka balnce net balance sy kam ho to os wkt hta hy.
                          • #373 Collapse

                            agar ham market main weeky and monhly chart main market ko observe karin tu hamain idea ho sakta ha k market ka trend kia ha.agar market lower say lower a rahi ho tu is ko down trend kahtay hain.
                             
                            • #374 Collapse

                              dear app ne bilkul theek kaha hy ke Drawdown is the difference between the balance of your account, and net balance of your account The net balance takes into account open trades that are currency in profit or currently in loss If your account net balance is lower than your account balance, this is called drawdown
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                g han bhai jan draw down wo balance hota hai jab hum forex balance net balance sy kam ho jaye jo un kay darmyan fark ko zahir karay usy hum draw down kehty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X