Forex SA profit hota hai ya loss???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex SA profit hota hai ya loss???
    Assalamualaikum all dear forex member AJ AP sub apna apna experience batyn keh forex SA ziada loss hota hai ya profit hota hai???
    Jahan Tak Mera view hai to forex mein agr ham total Karan to ham profit ka sath hi hoty Han mean ham ko profit hota hai agr total analysis Karan to aur AP bhi apna experience share Karan...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro forex trading aik buisness hy aur profit loss hamesha kisi bh business ka hissa hoty hn ka ab profit wo kerta hy jis ko us buisness ka pta ho isi tara ager hum forex ko seekh ker krin ge to zaror profit ho ga
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      dost profit aur loss depend krta hy hmari qabliyat pr. Jtna hmara experience brhta jay ga hmari kamyabi ka graph b brhta jay ga. Flhal me ny profit e lia hy loss me ni gya.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        Dosto forex trading main trade ki jati hai jis ka profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai loss ka hona ya profit ka hona logun ki apni strategy per depand kerta hai k wo kesi hai plan bhi k nahi anlyses say trade kerta hain k nahi agar ye sab theek hai to loss bhi bohat kam ho ga aur profit bhi ho ga ye en sab batun per depand kerta hai.
        • #5 Collapse

          Dear har karpobar ki terha forex main bhi nafa aurnuqsan sath sath chalty hain. hamain har terha se zehni tor per tiar rehna chahiye kisi bi kisam k halath k liye. Kam waqt ki aur chotti transactions ziada faiada mand hoti hain. Aur apk pas trading karny k ziada muwaqy hoty hain. Ap apny ird gird k halat se waif rahain, international aur national level ki tamam siasi sergarmion se waqif rahain, in halat k mutabiq ap decisions lain to zaror kamyabi ho gi.
          • #6 Collapse

            assalamualaikum dear apka salal buhat hi acha hy brother forex trading main profit & loss dono hi hoty hain profit or loss dono hi hamary bas main hi hoty hain jitna apka exprince hoga utna hi apko profit ho ga choti trade lagai zayda lalach na kren or na hi zayada rick uthaain is sy loss k chance kam ho jAty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Ji bhai ap ki bat sy agree karta hon agar hum achy analysis k sath aor entry point py hi market mein in hoty hain to hamen profit hi hota hay. Jin traders k pass acha experience hay un ko zyada profit hota hay aor jin ki pass experience aor knowladge kam hay to unhen loss bhe hota hay loss to har trader ko hota hay kahin na kahin har waqat profit to nai hota bary bary traders aor companies hain forex market meina

              اب آن لائن

              Working...
              X