Senior Trader ko Junior Trader ka mzkh ni udhana chy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Senior Trader ko Junior Trader ka mzkh ni udhana chy
    Dosto forex trading ma hr koe senior trader aik na aik din zroor Junior hota hy es ly hr senior ko chy k wo junior trader ki hmesha hosla afzai kry na k wo os ki trade os k bonus os ki lot ya os k profit ka mzkh udhaya kiun agr senior trader junior ka mzhk udaya ga to aisy ma junior trader maybe ho skta hy dil chor jy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes bhai main ap ki bat se agree hun forex trading eik risky business hai is main har trader ko lose hota hai chaye wo jonior ho ya senior lose is business ka hisa hai ur hume apni mistake se faida udna chaiye apne dosto se be help leni chaiye is main agr hun experience hasil krein gey tu success milen gey
    • #3 Collapse

      Bhai kuch kam aisy hoty hain hm unko itna serious ni la rahy hoty magar woh kam shaid dosron ko bht nagawar guzarty hain jaisa k hm log apny hunar ya fun ko dosrn k muqably main uper smjhty hwy mazak uraty hain jis se un juniors ya un mehroom logn ki dil aazari hoti ha aur yeh apka gharoor ban jata ha aur yehi gharoor Allah ki chadar ha jisko Allah ne sakht na pasand kia ha is lia plz forex trading main ap koshish kren juniors ka mazak na uraen balkeh unko knowledge share kren. Q unki dil aazari apka bht kuch bigar sakti ha. Thanks
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat theak hay senior traders ko kheyal rakhan chahiye joinors ka agar wo koe bat share kartu hain to agar wo ghalat keh rahy hain to ap ko chahiye k un ka sahi jo jawab hay wo den na k us ko bura bhala kahen bura bhala kehnay sy juniors disheart hoty hain. Dear wesy main nay nai dekha forex mein k kisi nay junior ki disheart kiya ho. Fourex fourm k members kafi acha kam kar rahy hain achi posts share karty hain jis sy juniors k ilm mein izafa hota hay
        • #5 Collapse

          han bhai bilkal isa main har koio menat kr k senior banta hai is liye hume apne jonior ka mazk nai udna chaiye balkey apna experince hasil krna chaiye wo jald jonior se senior ban sakey jo is main zada menat krta hai os ko hi zada success milti hai achy trading wohi kr sakta hai
          • #6 Collapse

            Ap ky point sy agree karta hon jo points juniors dety hain un meim kuch na kuch kami hoti hay magar is ka hargis ye matlab nai k hum un ka ka mazaq oraen koe bhe traders aty hi acha trders nai ban jata har trader start mein is traha mistakes kar kar aik din acha trader ban jat hay hamen un ki hosla afzai karni chahiye un k thread ya post py achy comments karny chahien.
            • #7 Collapse

              G koi bhi forex trading business ko join karta hy tu is business ko kartay hwy hi waqt k sathh knewledge aur experience hasil karta hy aur experience trader ban jata hy aur agr koi sekh jata hy aur experience trader ban jata hy tu us ko cahaiye k jo bhi new trader han un ka mazak na uraen balkay new trader ki help karni cahaiye takay new trader bhi sekh kar profit earn kar sakain
              • #8 Collapse

                kisi ka dil dukhana boht buri baat hai lekin jo professional trader hai wo kabi chotay trader ka mazaq urate hai but yeh buri baat hai behtar hai jo time mazak uranay main fazool kharch kar rahay ho behtar us time main us ko sikha de
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul bht acha point uthaya hy bilkul seniors ko kattan juniors ka mazak ni urana chahiye kiun app directly senior ni huay balkay junior stage se hi agay aye hain seniors ko juniors ki help krni chahiye or trading se related her mamlay main raye daini chahiye takay seniors ki hosla afzai ho or wo or khush mizaji se kaam krain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Ye buhay zaroori nuqta hay. Har senior pehly aik junior hi tha. Lehaza seniors ko apny juniors ki hosla afzai karni chahiye. Apny juinirs ka mazaq urana kafi unprofessional hay. Professionalism apko is bat ki ijazat nahin daity. Ager ap kisi ka hosla nahin berha sakty to uska mazak bi na baian. Ye kafi unethical hay. Apny knowledge and experience ko apny juniors k sath share karna chahiye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X