Dear har koi yehi kehta hai kay stop loss lagana zaroori hai aur stop loss lagay bina trading nahi karni chahey to mera sawaal ye hay kay jabb ham trade laga lety hain to ye kis tarha pata chaly ga kay kiss jagha stop loss lagana hai?
Ager ya ap ka pahla dora hai, tu is bat ko yaqeni banaye or uper kay link par click kar kay sawalat ko parh lain, Ap ko post karnay say pahalay register honay pary ga, registration link par click kar kay. Payghamat daikhnay kay lea forum ko muntakhib karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим