Posts kartay hoa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    agr hamen posting k asol pta hen to hmara acount kabi bhe band nhi ho ga maslan jo ap sy pocha gea hei ap us ka sahi sy jwab den reply maximum 2 lines kam us kam 1.5 line hona chaye speling thek hone chaye ap ka reply copy na kea hoa ho ap khud lekhen ek thread ka baar baar reply na kea jaey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      meray khyaal mein to apko post kartay huway yeh khaayal mein rakhna chaheye ap kisi ki post ko copy mat karen jo bhi likhna hai khud sey likhen.forum kay rules ko follow karen.
      • #198 Collapse

        aap ko chaye k aap acha answer den or aap ka answer knowledge gain krne k liye hona chahye or koshish kren k zayada se zayada word likhen ta k aap ki typing bhi achi ho jaye or aap ka answer bhi powerful rahy it is ther best for yopu bhai......................
        • #199 Collapse

          yeah! brother forex ma posting karty huy humy in baton ka khas khyal rakhna chaye k humari post short na ho or hum apni post kisi ki copy na karen or posting ma kisi kisam ki mistake na karen ta k hum kisi waja sy forex ma nuqsan na kar payen
          • #200 Collapse

            han aap theek keh rhe hain bhai jan forex ke forum ka khayal rakhne me he hamara faida hai is me rules ko follow nahi kara agar aap ne to aap ko yahan per banned kara ja sakta hai or bonus bhi nahi milta aap ki mehnat or time dono ki barbadi ho gi is lye pehly se he rules ka khayal rakh kar posting kari jaye to behtar hai .
            • #201 Collapse

              yes dear post k chand rules hote hai jo k humain follow karne hote hai warna hamara account banned kar diya jata hai or hum real account mai invest nahi kar sakte iss liye humain post k doran pore dehan k sath kaam kaam karna chahiye...
               
              • #202 Collapse

                post karte hua ye baat yaad rakhni chahiye k hamari post kam se kam 2 lines per mushtamil honi chahiye or humain apni baat ko mukamal karna chahiye ta perhne wale ko humari baat pori tarha samjh mai ajaye.........
                 
                • #203 Collapse

                  post karta wakat app ko yah dahan rakhna chaiya ka jo bi sawal app sa poucha ja raha hay app us sa related he answer dae kuy ka agar app us sa realted answer nah dae ga to app ka comments sa pher dosra ko fida nah ho ga or na he wo count ho g
                  • #204 Collapse

                    ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin posts kay rules yeh hen kay kam se kam 2 line ka ho or or post kisi ki copy paste naw ho or agar rules ko follow naw kiya tou account banned ho jana hy....
                    • #205 Collapse

                      during doing posting work on this forum you must be care full that your post must be meaning full and your wording must not be wordy and try to avoid any repetition of sentences,and avoid copy paste of others comments do your self and earn bonus from this forum.
                      • #206 Collapse

                        Dear bro ham ko answer post thread post ki requirement k mutabiq krni chahey or phir hi hamari post approve hogi or ham easily working krty rahy gay or earning gain krty rahy gay or hamy koi problem nai hogi.
                        • #207 Collapse

                          je haan mein daily forex par post karta hoon aur es mein ap ku kam se kam 200 doller milay gae post karnay k aur kosis karay es mein copy aur paste na karay ap k liye better ho ga
                          • #208 Collapse

                            yes forex keey bareey meey jitnaa knowledge aur experience ho gaa utnaa hi aap achhi earn kerr sakeey geey jitna forex meey aap ko knowledge aur experience hoo gaa aap ussi target keey mutabiq time deey tu aap ko achha benefit mileey gaa aur ji haa bill kull aap iss seey mustafeed ho sakteey heey aur aap achhi earning leey sakteey heey
                               
                            • #209 Collapse

                              Is Pakistan forex forum pe posting karte hue kafi sari baton ka khial rakhna chahiay maslan ap ki post related to the topic being discussed ho aur copy paste se perhez karna chahiay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ji haa billkull correct kahaa janab neey ager aap begair knowledge aur experience liyee forex meey kaam kareey geey tu definitely aap ko loss hi ho gaa aur account banned ho janeey kaa khadshaa hoota heey issi liyee forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko definitely loss hi hoo gaa
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X