Gold py trading k liey capital minimum 200$ hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold py trading k liey capital minimum 200$ hona
    Jo traders gold py trading krny mein interested hoty hain un k liey zroori hy k unka minimum capital 200$ hona chahiey keun k iss sy kam risky ho sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kuch bhai gold ki trade ko bht he easy laity hain halankeh gold kk trade sbh se mushkil ha aur bht expensive bhi ha aur maximum logn k account isi trade se wash hwy hain is lia koshish kren keh kabhi gold ki trade pa aisa risk na lain jo ap k account k lia safe na ho. Thanks
    • #3 Collapse

      dear aap ko pata hona chahiye ke Gold ke up Jab aap trading Kare to aapke paas minimum amount of balance 200 US dollar Agar hai to aapko 0.02 se where the buddy trade is Se Zyada bigtrade nahi open Karni chahiye according to money management and Technical and fundamental analysis aur Haan Main Market Mein Hamesha stop loss and take profit limit Lagana chahiye
      • #4 Collapse

        Gold eik fast pair hai is main kam krne k liye hume do cheezo ki zahrorat hoti hai eik hamre paas amount zada ho ur dosra hamre paas gold k analysis k bhre main experience ho tab hume gold main trading krni chaiye
        • #5 Collapse

          Dear Forex trading member Gold per trading ke liye aap ko management karna bahut zaroori hai capital chahiye aapka 200 Dollar Ho yeah 500 dollar Ho agar aapne lot size Mange Nahi Ki hoti to Gold Mein aapka account wash hone Mein der Nahi Lagti gold Mein trading karne se aap ko lot size manage karna aana chahiye minimum lot size select karo strong support resistance score identity by karo bollinger band se TP aor SL nikala karo
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shah007 پيغام ديکھيے
            Jo traders gold py trading krny mein interested hoty hain un k liey zroori hy k unka minimum capital 200$ hona chahiey keun k iss sy kam risky ho sakta hy
            yakeenan forex market mei aik handsome amount ka bohat role hay jab acha experience hon achi skills hon aur aap kay paas achay deposited amount hogi aap k trading account mei so aap ki trading mei bhi fark hoga aap kay liye 200$ pe bhi gold trade karna hay tou small he volume rakhain bohat se traders low bonus just 50$ 60$ pe bhi gold ki trades kartay hain gold risky pair hay small amount se gold pe trade na karain..
            • #7 Collapse

              agar hum gold par trading karna chahty hay to 200 balance kay sath hum achi trade tab he kar sakty hay jab hum khass tor par money management karen gay kyun keh money management karna bohat zaroori hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main lalach bhi nahi karna chahiye lalach main market main loss he hota hay
              • #8 Collapse

                ji i think humy apna capital thora kam hi rakhna chaye q k ye pair of gold bht hi tazi sy move kar jata hai or is ko handle karna bht hi mushikal hai is liye humy is pe soch samjh kar hi trade leni chaye or lot size b soch kar hi lagana chaye .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading main gold ki trading kafi risky smjhi jati hai jis k liye agr hmara capital bara hoga tu hum gold se achi earning bna skty hain laken aghr humary pass kam bnus hai tu bhi gold ki trading kar skty hain maghr os main apko risk zeda face karna parhta hai aghr acha expiernce ho tu ap os main bhi acha profot eran kar skty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X