Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham agr ak dam sa zyada kamana ke kosiah kran ga tu lose ho jaye ga ap ko forex main step by step kam krna prta hai phr ap us sa acha profit kama sakta han kiun ka forex main ham agr daily kam krta han tu hamara knowledge aur experience ahista ahista opar ke taraf jata hai aur jab hamara pas kafi sara knowledge aur experience ho jata hai tu ham ak acha trader ban jata han aur phr profit ana shuru ho jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим