Aik aam admi kay liye forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhi 2 batein hai ke ager us bande ki job timing hi aise hai ke sirf wo ane ke baad ghar ke kuch kam aur sirf so sakta hai to waqai woh ise avail nahi kersakta , aur dosri yeh ke ager us ko time milta hai but paison ki waja se nahi kerha to is ke liye yeh platform best hai kaam kerne ke liye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g han bhai jan 1 aam aadmi bi Forex trading sy faida hasil krskta han but us k liye us ko extra time nikalana hoga ta k woh is pr working krsaky or yahan pr learning krsaky and then phir is man experience or knowledge bi get krna hoga phir hi woh bi is business man kuch earn krskta han otherwise woh bi yahan pr kuch nai krskta or us ko sirf or sirf loss hi hoga.
      • #78 Collapse

        bilkul bhut sa faida hasil kar sakta hai kyun ke jab agar wo apni job se wapis ata hai toh forex ka kam esa hai ke ap apnay free time me kam karte hain wo bhi ghar me hi beteh hi beteh is liye aam admi to aram se akm kar sakta hai forex ka business hai jisay hr koi join kar sakta hai or earning bhi kar sakta hai aik aadmi jo subha apne kam pr jata hai or raat ko aata hai wo bhi raat ko is business ko part time job ki trha kar sakta hai or achhi earning kar sakta hai
        • #79 Collapse

          ma to ya kaho ga ka ak ak aam admi ka liya jo suba office jata ha or raat ko vapis ata ha to asa admi office ma waqet nikal kar or raat ko ghar a kar kam kar sakta ha
          • #80 Collapse

            jee friends ik aam admi is forum se asani se kama sakta ha.Q ke ap forex forum jb ap ko time mile tb be ap is pe kam kr sakte ha. Wo is leye ke forex forum 24hour open rhata ha.
            • #81 Collapse

              ker skta hai ager us kay pass jaha pay work work kay liay jata hai waha pay internet ki sahulat mayyasar ho or wese bhi aisay bohat say log hain jo sirf raat ko trading kertay hain or main mostly evening main trading start kerta hun kiu kay 5:30pm kay baad american session open hota hai or raat main mjhe Gold main trade kerni hoti hai or gold ki movement raat main zayada hoti hai
              • #82 Collapse

                mere khial se ye kaam itna acha hai k aik aam aadmi bhi isse zaror krna chahe ga aur wo lazmi kr skta hai kion k isme koi time restrictions nahi hain aap jb chahen forex pr kaam krskte hain chahe wo aik ghanta hi kion na ho aur isse aik aam aadmi bht achi trah faida hasil krke apni income bna skta hai.
                • #83 Collapse

                  main samjata hoon ager app chaho to app forex ko propur time deskate ho kyun ke ye bhi appki earning main izafa kerahi hai is liye app ager subha jaldi ut ker forex ka kam compilte kersakte ho to best hai appke lioye
                   
                  • #84 Collapse

                    g han g brother wo bhi kr sakta hai.ap jab bhi free hn aur esay ho kr forex trading ko time den jitna ap se ho sakta hai.ek na ek din IN SHA ALLAH ap bhi zaroor kamyab hn gayen.
                    • #85 Collapse

                      mere khyaal se to ak aam admi asaani se forex mai trading kar k earning kar sakta hai or apni roz marrah ki ruteen ko bhi jari rakh sakta hai... forex mai hamen bht zada asaani hai income hasil karne ki...
                      • #86 Collapse

                        aslam oa likum dear's yes dear forex bohat he best business ha asy ak amm adme be akr sakta ha jo as ma investment nhe akr sakta wo forex forum am posting akr ky jo bonus mily us sy trading akr sakt ha our wo as tahra forex sy profit earn akr sakta ha.
                        • #87 Collapse

                          meray khyaal say is kam say sab faida hasil kar saktay hain kion k is kam ko aap apnay free time main bhi asani say kar saktay hain agar wo banda office main 1 hour bhi free hota hai to wo us time main ye kam kar sakta hai nahi to ghar aa kar bhi kar lay
                          • #88 Collapse

                            wo tu aik part time work hoo ga joo person subah seey shaam tekk forex koo touch nahi kertaa aur uss key baad uss kaa mind fresh honeey seey wo mently touur peey forex seey kuch gain kernaa chahtaa hey tu meey daaveey sey kehtaa hu k wo earn ker saktaa hey iss ko wo routine work meey bi start karey aur profit leey jaye
                            • #89 Collapse

                              har admi isko kar sakta ha forex trading ma koe b mushkil ni sirf ek adh bar samjha jae toh aam admi b asani sa kar sakta haaaaa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                jee bilkul ek aam admi bhi is kam ko easy kar sakta hy jis ke pas thora time ho wo bhi kar sakta hy
                                chahy 30 mint hon wo bhi kar sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X