Spelling mistake
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling mistake
    My dear friends him logo ko posting krty waqat spelling ka khayal Rakhna Hota ha kau ky ager him log spelling mistake kre gye to him logo ko bonus Kam Mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki bat thk ha magar yeh conversation urdue main hoti ha to har banda apny style main urdue likhta ha is lia agr apne apna View clear kr dia aur parhny main smjh a jaye to shaid yeh thk ha aur han agr ap ka likha smjh bhi na aye to main yeh kahn ga keh us post ka koi faida ni. Thanks
    • #3 Collapse

      bhai spelling sa koi faraq nhi padta har banda ka apna apna style hai likhna ka aur ya conversation urdu ma hoti hain urdu ma sab ka style different hota hai aagr aap ko parhny ma arha hai toh koi faraq nhi padhta aap ka likhna ka style kesa b q na ho.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
        My dear friends him logo ko posting krty waqat spelling ka khayal Rakhna Hota ha kau ky ager him log spelling mistake kre gye to him logo ko bonus Kam Mily ga
        G bhai aapne bilkul theek Kaha Hame boosting karte huye spelling sabka special khayal rakhna chahiye Kyunki Agar Hamare spelling same a mistake hongi toh phir posting thik tarike se nahi ho sakegi
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          G Hn Dosto pak forum py jb b posting krty ho to posting krty wakt apny spell ka zroor khyal rkha kry k khe ap sy spell galt na likhy jy kiun k agr kisi lfz ma koe spell miss rhe jy ya spell galt ho os lafz k to es sy Pura aik para effect hota hy hm sy wo wo Pura para sai sy ni prh hota hmain os Ki smjh he ni ati es ly posting krty wakt khyal rkhy
          • #6 Collapse

            Bhai Pakistan Forex Forum per jo hum post kerty hain unka spellings mistakes ka koi issue nhen hey aor na hi iska koi bonus per ferq perta hey, han iska aik disadvantage hey keh ager humari post k spelling wrong hon to hamari post ka maqsad fail ho jata hy.
            • #7 Collapse

              Sir g Pakistan forex forum per hum log apni urdu ko roman English mein likhty hein humein isi hisab sy spelling ka khyal rakhna chahiye humein ye khyal rakhna chahiye k hum jo alfaz likhein us ka mutlab smajh a jaye bus taky jo information post mein hy wo har ek members ko mil saky kiyon k ye forum information k liye he bnaya gya hy aur har trader ka is mein faida he hy
              Removed by moderator.
              • #8 Collapse

                G forex forum urdu typing main ha is wajha se is se koi fark nahi prta kunky sb lig apny city lehjy se likhty hain har kisi ka apna traika ha likhny ka .english main spellings ka masla ho skta ha .yahan nahi bs bat ye ha k sb asy likhy jo sb ko samjh ajaye .mera khaiyal nahi ha k urdu likhny se kisi urdu perhny waly ko masla huwa ho
                • #9 Collapse

                  Asslam o alaikom jaha tak mera khiyal hai to hum roman english me likhtay hai post yaha spelling mistaks ho jati hai q ke har banday ka roman english likhnay ka apna style hai mera ni khiyal is se bouns pe koi asar parna chahiye jab ap ko ek bat clear ho jay to pher wo kaisay likhi gai hai spelling sahi hai ya nahi ye bat metter nai karti
                  • #10 Collapse

                    Dear spelling mistake kaia hai janiy? conversation urdu main jo hum post likty hain uss main mistake ye hoti hai ky hum likhty kuch hain our parhny wala kuch our parta hai to esi mistak ko khatm kain ta ky har parhny wala post ko asani ky sath parh saky
                    • #11 Collapse

                      nahi yaar mujhy to aisi koi baat nahi lagti q k mesg language me to spelling kisi k b same nahi hoty bus ap ki baat dusron tak pohnchni chahiye dusro ko smjh ani chahiye spelling chahy ap k jo b ho chal jaye gy.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                        My dear friends him logo ko posting krty waqat spelling ka khayal Rakhna Hota ha kau ky ager him log spelling mistake kre gye to him logo ko bonus Kam Mily ga
                        assalamu alaikum bhai jaan mai aapke paas bilkul Aigiri Karta Hoon Agar Hum Apni post ki quality ko accha banana Chahte Hain To Hame spelling mistake nahi karni chahiye Agar Hamari spelling mistake ho gayi Tu Hamara bonus come Banega
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          agar hum apny spelling ko theak likhy gay to he hum market main sahi say posts kar sakty hay es par humay dil lga time daina chahiye aur rules ko follow karty huway he es par kam karnay main faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain dil lga kar time daina chahiye tab he safe earning kar sakty hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X