Forex trading main Annaylis zada tar ghalat kiun hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main Annaylis zada tar ghalat kiun hotay hain
    Dear aksar forex market main hamaray Annaylis wrong ho jatay hain aisa kiun hai.
    Hamain chiay kay agar ham achay Annaylis karna chatay hain to hamain chiay ho ga.
    Kay pelay insta forex ki websites per different expert kay annaylisis ko read karna chiay. Or un annaylisis kay uper demo account ya phir insta forex real account per practice karain small volume of lot size say.
    Is tara aik din aap achay Annaylis karnay kay qabil ho jaon gy.
    Or aap ko bhi apnay insta forex bonus account per acha profit earn kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear aksar forex market main hamaray Annaylis wrong ho jatay hain aisa kiun hai.
    Hamain chiay kay agar ham achay Annaylis karna chatay hain to hamain chiay ho ga.
    Kay pelay insta forex ki websites per different expert kay annaylisis ko read karna chiay. Or un annaylisis kay uper demo account ya phir insta forex real account per practice karain small volume of lot size say.
    Is tara aik din aap achay Annaylis karnay kay qabil ho jaon gy.
    Or aap ko bhi apnay insta forex bonus account per acha profit earn kar saktay hain
    SRS liye hota hai Kyunki sometimes I am planning karte huye jaldbazi karte hain aur proper tarike se plan nahi banate hai isliye Hame low strategy galat ho jati hai aur Hame lost ho jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear apki bat thk ha aur main agr baton to mere khial se yeh waja experience main kami ki waja se hota ha agr apko apny experience pa grip ho gi to apka analysis kabhi ghalt ni ho skta. Aur aik waja yeh bhi hoti ha keh markeet achanak palat jati ha jiska kisi ko pata ni hota. Ti koshish kren news time main trading stop rakhen aksar us time analysis main msla hota ha. Thanks
      • #4 Collapse

        Dear brother hamary analysis key ghalt hony ki bahut as wajohat hain jinki wajha se hamari trade loss main chali jati hy, forex trading ka experience na hona, fundamental and technical analysis na kerna, overconfidence in trading inky ilawa bhi kafi wajohat hain main samjhta hon ager hamari trade continuously loss main jana start to jain to humain chaey keh dobara se demo account per kuch din practice ker leni chaey.
        • #5 Collapse

          App ny sahe kaha hy humwry analysis jab bhe wrong hoty haen to us ka matlab yahe hota hy k humera knowledge zeada better nahe hy ya us level ka nahe hy jes maen ache analysis hoon app ki baat hy k pher humean insta forex ki site py deay gaey analysis ko follow kerna chahy jes say hum samjhnh maen madad mily ge our hum forex ko mazeed learn bhe ker pain gy our zeada profit bhe mily ga
          • #6 Collapse

            Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k forex trading aak aasa bussn8ss hay jis main aap ko trade open karna sa phalay bhot si bation ka khayal rakhna pharta hay jis,main markit ka analysis bhot important hay ager aap k markit ka analysis galt ho ja hay tu aap ki trade lose main chali jati hay aur markit ka analysis galt hona ki waja aap ka forex trading main exprence ka na hona knowledge k kam hona ki waja sa aksar aap ka analysis galt ho jata hay
            • #7 Collapse

              agar hum analysis karen gay to he humari trading achi ho gi esmain analysis kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he hum market main safe earning kar sakty hay es bsuiness main money management karty huway kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay es business main
              • #8 Collapse

                analysis achi tarah jinko karnay nahe aatay zyada tou unkay ghalat hotay hain aur mostly asa hota hay kuch log sirf technical analysis kar letay ahin fundamental ko unho ne dekha bhi nahe hota hay tehn koi risky news unkay technical analysis kay against kerti hay unki trades loss mei jaati hain agar achi tarah analysis kar liye jaen saath news ko zyada ehmiyat di jay bajiay technical ki tou trades positive rahain gi analysis bhi perfect zyada hongay...
                • #9 Collapse

                  hamra knowledge and exprience limted hota ha jis se hum chart ko deeply nehi dekh patay hain
                  dear hamaray analysis wrong hamari kam learning or exprience ki kami ki waja se hotay hain humainy chahiey kay hum expert traders ko dekhainy kay wo kaisy analysis kartay hain phr un ko follow karay practice karay aik din ap b expert traders ki tarah successfull traders ban saktay hain
                  • #10 Collapse

                    analysis loss mein asal waja to sach mein wohi hai yani tajarbay ke kami hai kyoonkeh ager tajerba ho tobaki sab cheezein usmein he aa jaati hein and ye tajurba demo se hi ata hn jise apko zyada se zyada time lena prta hn and iske elava demo ek bad apko real se pehle cent me ana hai
                    • #11 Collapse

                      forex mai jab hum analysis ko use karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or ache earning hasial kar lety hain lakin hamy inhy daily learn karna chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain in ke 3 types hain forex bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main Annaylis zada tar ghalat kiun hotay hain

                        forex mai analysis ke 3 types hain hamy in ko learn kar ky use karna chahey jab hum in ko use karty howe kam karty hain to hum market mai run kar jaty hain or acha profit hasial kar lety hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hamy kabe be analysis ko ignore nahi karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main Annaylis zada tar ghalat kiun hotay hain

                          Ager aap market ko sahi tareeqy se analysis nahi ker pa rahye ho to apko chahye ke aap apni knowledge aur experience me aur zyada ezafa kary taky aap market ko achi tarha se analysis ker paye aap tab tak market ko sahi tareeky se analysis nahi ker pao ge jub tak apko best learning nahi karny ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main Annaylis zada tar ghalat kiun hotay hain

                            forex mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy in py 50% itbar karna chahey in ke different types hain hamy inhy kabe be ignore nahi karna chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain lakin agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main Annaylis zada tar ghalat kiun hotay hain

                              forex mai hamy analysis ko apny experience ky mutabik use karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy hum is mai amount invest karty hain to hamy acha profit milta hain lakin agar hum kam karty howe koi mistake kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X