Scalping karny ka best time aur best time frame

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping karny ka best time aur best time frame
    trading me scalping ki bat agar ki jaye to mery khayal me evening time ki trading es key ley best hay, slow market movement me scalping karny ka socha be nahi ja sakta hay, 15 mint ka time chart ko me best time frame es ley samjta hon key ham ne short time ki scalping trading karni hoti hay jes key ley ye ideal time chart hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping karny ka best time aur best time frame

    Scalping ke liye chart from Hamesha se 30 minute 5 minute ka Hona chahie aur Hamesha news timing ki Jaati Hai Kyunki news time Kafi fast hota hai market aur ISI tarike se Hamen news time mein Ham acchi trading kar sakte hain bahut acchi scalping use Waqt Hamara trade Ho tabhi risky Hai yah To Hamara take profit hit ho jaega yah Hamara account wash matlab capital khatam
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: Scalping karny ka best time aur best time frame

      Dear first of all to scalping trading karni he nai chaye kyn kay itnay chotay time frame pay to wesay bhi market kay trend ki samjh ni aati hay to new kay time pay kesay aaye ge, behtar to ye hay kay new kay time pay trade karen he na agar karni bhi hay to new time say 3 mint pehlay 10 point kay gap say sell stop and buy stop laga kar trading karen to faida ho sakta hay, warna hamen loss ho sakta hay, forex men tab he acha profit earn kia ja sakta hay jab ham achi working karnty hen.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping karny ka best time aur best time frame

        is main time apni mrzi say use kar skaty hain so hamain is foruum main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is foruum main short term main bi job kr skaty hain aur hamain experence ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trad earning ho saky gi ta k earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Scalping karny ka best time aur best time frame

          Jee brother evening main scalping ki ja sakti hai mujhe itna time hai is waqt market ki movement acchi hoti hai jis se kam 15 minut 30 minut ka time frame chat use karte hue achcha profit aashirwad kar Kiya ja sakta hai aur scalping ke liye main samajhta Hun ki hamara experience aur knowledge ka hona bahut jaruri hai Varna scalping se hamen loss bhi ho sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Scalping karny ka best time aur best time frame

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            trading me scalping ki bat agar ki jaye to mery khayal me evening time ki trading es key ley best hay, slow market movement me scalping karny ka socha be nahi ja sakta hay, 15 mint ka time chart ko me best time frame es ley samjta hon key ham ne short time ki scalping trading karni hoti hay jes key ley ye ideal time chart hota hay.
            DS calling karne ke liye mere Khyal se bus time Jab newyark aur Europe ka session Upar hota hai aur donon Europe session aur New York session Jab donon Mar Jaate Hain aur aur jab market Mein Kafi Jyada Tej hoti hai to aap use time scalping kah sakte hain Agar aapane Pakistani time ke mutabiq scalping karni hai to aap Sham 6:00 baje se lekar Raat 11:00 baje tak acchi scalping kar sakte hain aur aapane Agar time Prem ki baat ki hai tu timeframe aap 1 hour ya FIR 30 minut use kar sakte hain aur is hisab se Kafi acchi scalping kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X