Kya hum forex risk free kar sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya hum forex risk free kar sakty hain
    ASLAMUALEKUM friends forex bilkul risk free ho sakty hai aur jitne professional traders hain wo karty he forex risk free hain yeh to retail trader hota hai jo risk lata hai aur forex ko jugar samjhta hai kuch poits hain jo kahny main to choty hain lekn yeh professional traders ka formula hain

    Kabhe apne account ke 5% se zayada ka risk na lain
    Same pairs py 2 se zayada trades ka risk na lain
    hamesha ek stoploss use karen chahe wo market conditions ke hisaab se ho ya physically chart py laga ho
    kabhe trade lagaty daren nahe
    rules banaen Trading ke jin py amal bhe kar saken
    kabhe us trade main na rahen jiss ka ap ko koe idea na ho kahn jany hai

    yeh dakhny main to simple rules hain lekn apply karne ke lea discipline chahye aur agar ap apply kar lain to ap nuqsaan nahe khaen ga aur forex risk free ho jae ge

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well ap ki bat bilkul theek hain aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading main agar hum rules ko follow kar k trade open karte hain tou hum risk free trade kar sakte hain aur acha profit bhi gain kar sakte hain humain hanesha apne capital k mutabik tradr karni cahiay small risk lena cahiay stop loss lazman lgana cahiay aur aik pair par aik ya 2 se zada trades open ni karni cahiy agar hum rules ko follow kar k trade open karte hain tou hum acha profit hasil jar sakte hun aur loss bhi nai ho ga humain
    • #3 Collapse

      forex mein trading ko mukamal tor pe risk free karna mushkil hy.trade to andazy se hi lagana parta hy conform to nhe pata k profit hi mily ga. han ap loss ki ratio ko kam zaror kar sakty hen.thori investment risk bhi kam aur profit bhi kam ho jata hy.big game mein risk bhi bara ho jata he.
      • #4 Collapse

        aap ki instructions kaafi helpul hain hum forex ko apni mehnat se asaan aur risk free sirf apni planning sey kartay hain agar hum market mei volatile news timing pe trades kartay hain humari trades bohat he zyada risky ho sakti hain humey risk free honay kay liye sirf normal condition market mei trades lagani chaiye takay safe rahein
        • #5 Collapse

          slaam to all forex members...dear rule to wqie he simple lgta hian lakin boht he kaam ka hota hian in main trader lgata howa na darna fearless ho kr trading krna acha point ha ur dosra risk factor kam krna ka treqa ya ha ka 5% sa zyida ka risk mat lain is krna sa app ka risk kam sa kam ho ga ur over trading sa bhe ba asani bach skta hain...
          • #6 Collapse

            HAn g ap agar practice kafi kar chuky hai or apko kafi experience hai to ap kar sakty hai ya phir ap aisa kary k ap lot size bohat kam rakhy or sirf major pairs par hi trading kary or stop loss or take profit set kary is sy trading risk free hogi.
            • #7 Collapse

              app ki baat theek hai humean kabhe bhe apny account main zeada risk nahe lena chahy humesha apny risk ko manage ker k kaam karna chahy pher he us say hum acha profit earn ker pain gay slow and study chalain gay to pher kabhe bhe app ko barey loss ka samna nahe karna parey ga our humesha us main app ache earning kerty rahean gay
              • #8 Collapse

                koin nahe app forex ko risk free apni trades ko bna sagty hain likin us risk ko start main he zero karna possible nahe hia koin k us main app ko risk lain gay to he market main enter hoon gay oru pher he app us main trade karen gay par profit main janay pay app break even ker k apni her trade ko risk free bna sagty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G bhai aisa b ho skta h agr ap forex k rules ko follow kren or apny experience sy faida uthaen to ap ki trading risk free ho skty h....yeh sb ap k forex k bary m knowledge, technique, experience or skills pr depend krta h..but loss b business ka hissa hi h..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X