ASLAMUALEKUM friends forex bilkul risk free ho sakty hai aur jitne professional traders hain wo karty he forex risk free hain yeh to retail trader hota hai jo risk lata hai aur forex ko jugar samjhta hai kuch poits hain jo kahny main to choty hain lekn yeh professional traders ka formula hain
Kabhe apne account ke 5% se zayada ka risk na lain
Same pairs py 2 se zayada trades ka risk na lain
hamesha ek stoploss use karen chahe wo market conditions ke hisaab se ho ya physically chart py laga ho
kabhe trade lagaty daren nahe
rules banaen Trading ke jin py amal bhe kar saken
kabhe us trade main na rahen jiss ka ap ko koe idea na ho kahn jany hai
yeh dakhny main to simple rules hain lekn apply karne ke lea discipline chahye aur agar ap apply kar lain to ap nuqsaan nahe khaen ga aur forex risk free ho jae ge

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим