Kya forex main education ka hona zrori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex main education ka hona zrori hai?
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business ai jo ap ko ak free mahol deta hai jis main koi limit nea hai ka ap ke age kitni hai ap male han ya female ap well educated han ya nea bus us pai ap ko kam ana chaya ap ko chaya ka forex pai ana sa phala ap us ko acha sa seekh lan phr post aur reply kran us sa bhe ap ko bahut sara knowledge mila ga phr ap trading start kran us main education ke koi limit nea hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh to sahee ha keh Forex Trading men Education ki koey limit nahen ha iss men insan ke pass Tajurba Shoq aor Shaoor (sence) hona chahiay trading ka aor Forex Business se mutalliq Knowledge behtar ho baqi yeh System Forex Trading ka bahut Free Mahole frahm karta ha har insan ko chahe Mard ho ya Aurot ya chahe koey Jismani Mazori ka shikar keun nah ho sab ko aek jesy mawaqeh(chance) frahm karta ha shart mehnat aor lagan ha
    • #3 Collapse

      forex trading business ko karne k liye education ka hona tu zaroori hy lakin educated hona zaroori nhi hy matalb ye k ap k pas forex trading business mein itni education tu lazmi hona cahaiye js se ap forex trading business ko samjh saktay ho aur forex trading business ko kar saktay ho kiok learning knewledge bhi ap education k baghair hasil nhi kar saktay aur agr knewledge nhi ho ga tu ap trading mein kaamyaab nhi ho saktay is liye education honi cahaiye forex trading business ko samjhne k liye
      • #4 Collapse

        dear friend forex aysa beznus h jis m learning boht zrori education ho g tu larn kr shaken gy r experions hasil kr shaken gy experions ho ga tu posting r trending m success hasil kr shaken gy
        • #5 Collapse

          G bhai apki bat Sahi hai but agr education na bhi ho to AP phr bhi work Kar sakty Han bus AP forex ki learning Kar sakan aur uski full information smjh kyj aur kuch din apny dost ka sath ya kisi senior ka sath mil Kar kuch din trade Karan aur dakhan keh market kasy analysis karni hai aur trade kasa lagani hai to AP work Kar sakty Han yeh apki mehnat pa depend karta hai keh AP kitni mehnat karty han
          • #6 Collapse

            Forex aik aisa business he keh is business mein education ki koi limit nahi hey aap chahe jis age mein bhi hon aap is meni work kar saktey hain kioun keh yeh aik online business hey aur aap khud hi apne boss hotey hein isliye aap isko apne ghar k ander beth kar easily kar saktey hain.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading ma any k ly ap k ps education ka hona zroori hy lkin ye education high level py ho ye bt zroori ni hy lkin ap km sy km intermediate to ps ho kiun k agr ap k ps education ni hy to ap market ko ni smjh Pao gy sai sy or news ko b sai sy analysis ni kr Pao gy kiun k zyda tar news to English ma hoti hy jo ap education k bina ni prh Pao gy
              • #8 Collapse

                Friends forex traditional business sy kuch mukhtlif hy aor iss ki kuch requirments b mukhtlif hain education to her business k liay zaroori hy laiken iss k liay zyada zaroori hy q k aap ny net aor indicators and trends ko samjna hota hy kiss k liay education zaroori hy
                • #9 Collapse

                  g dear fellows forex ak wide bussiness hy jis me kam krny ky liye hmy achy experience ar knowledge ki zarurat hoti hy ar posting ky liye education ka hona zaruri nhi lakin forex ky mutaliq information ka hona behad zaruri hy agr hm trading krny lgy ar hmy basics ka he pta na ho like hmy indicators ka pta na ho trade kb lgani hy market ki moment ka he pta na ho ar money management nakrni ati ho to hm trading kesy kr skty hy
                  • #10 Collapse

                    Ji Mere Bhai Main yeah kahunga ke Forex trading ke liye education Hona bahut important hai Forex trading ka knowledge aapko Urdu mein bahut kam Milta Hai aapko basic knowledge Pakistan Forex forum se Urdu mein Mil Jata Hai Lekin Roman Urdu mein Milta Hai iske liye aap ko English padna samajh Na Aana bahut zaroori hai trading knowledge international language English mein available hai english understanding very important in Forex trading aap ki education minimum Matric must hai
                    • #11 Collapse

                      g main ye kehna chahon ga sirf education hi nai sath sath xperince ka bhi hona buhat zarori hy hamy chahy jitna b xperince ho lerning krty rehna chahye hamain update ka pata chalta rehta hy k markeet main kisi cheez kyutar chahao wgherah ka
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        g zaror mery bhi knowledge k bhir bnda kuch nhe kr skta jb tk us ky pass trading ka pta nhe or han ziyada tar commerce filde sy raleated ho is k liye chaye k kamz kam i com ya b.com kia ho ta k muashi halaat sy waqif ho or taxtions or bajt ka pta or fedral board of ravnew tk ka b knowledge ho or han forex men ap education b lay skty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X