Kabhe hurry main trade na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhe hurry main trade na karen
    ASLAMUALEKUM friends trade laty hoe kabhe jaldbazi na karen aram se apne analysis karen aur aese analysis hoon jiss py ap trust kar saekn aur agar koe ap se poche ke ap ne yeh trade kun le to ap use prove kar saken ke ap ne trade le to kun le iss lea kabhe jaldibazi hurty main trades open na karen apne analysis kar ke trade lagaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han i agree bahi, trade koi bhe lagani ho pehly us ko achi tarha say confirm kar lain k aaya wo trade aapko profit day b sakti hai ya nahi. Aur us trade kay chances kitnay hain kay wo aapko faida dy. Kun kay jab hamko koi signal milta hai to us signal ko ham esy he fazool soch ki bina par jaldi kr k trade lagaty hain k kahin baad ma ham sy ye trade miss na ho jaay. Lehaza agar aapko 5 pips kam bhe faida ho to koi baat ni pehly trade kay baary ma achi tarha soch lain.
    • #3 Collapse

      G I agree with you ham ko hurry mein Kam NI karna chahya ku keh forex aik relax and fresh mind ka sath Kam karny Wala Kam hai aur yahan galti ka koi chance ni hai agr AP galti Karan gy to loss ho ga aur es Lia yahan hurry Wala Kam AP bilkul ni Kar sakty ...forex ko ap relax mind ka sath Karan aur soch smjh Kar kam Karan ...
      • #4 Collapse

        Ji bht khoob bilkul forex main jaldbazi wala banda kbi kamyaab ni ho sakta hy or jab kbi app kisi kaam se late ho jaye or trading na kr sakain to jaldbazi main trade na krain balkay mera mashwarahy k jalbazi ki trade lganay se behter hy k trade hi chor dain or next day aram se market analys kr k trend daikh kr bri trade kr lain or recovery kr lain ye zyada behtar hy
        • #5 Collapse

          jee dear ap theek kehtay hain k humain Forex main trading kertay time hurry ni kerni chahie kuin k jeldi main insan koi acha decision nhi lay sekta is lie humain Forex main trading kene se pehle first to market ka analysis kerna chahie aur phir jeb ye yaqeen ho jay to koi acha decision lay ker trade open kerni chahie ta k hum loss se b avoid ker skain aur profit b earn ker lain.
          • #6 Collapse

            Bhai ap kabhe bhe jeld bazi main trade na kran jab bhe trade krni ho phala khud ko acha sa relax kran jis chez pai trade lagana ho us ka bara main acha sa search kran aur phr trade lagain aur trade lagata waqt confident hon aur markete sa update rahan
            • #7 Collapse

              Off course dear jab bhe ap jaldi maen trade karean gay app ko loss ho ga app ghalt entry laen gay trading humesha sakoon say karean mean phely technical analysis karean pher us area ka wait karean jes maen app ka level acha sell ka ya biy ka ban raha hoo to pher he app ki trade aik to jald profit maen aa jaey gee our stop loss bhe chota banay ga aik reasonable trade banay gee
              • #8 Collapse

                g dost ap nay bilkol thk kaha hai k insan ko hamesha sabar say kam layna chahiya or tride bhi achi honi chahiya or jub tak ap ko yakeen na ho jia k y banda thk nai hai ap log tub tak apni tride open na kary q k asa karne say ap log loss honay say bach jio gay
                :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                • #9 Collapse

                  Apne bilkul theek kaha hey aur agr hum trading k waqat jazbati hotey hein aur apne emotions ko achi trha se control nahin kar patey hein to phir hum is business mein always fail hi hotey hein aik acha trader banne keliye acha plan hona zaroori hey tab hi hum succesful ho saktey hain.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Dear brother forex main trading ka dusra name hay saber hay agar hum forex main jald bazi say trading karien Hain tu app ko loss Kay elawa kuch be hasil ho ga agar forex main trading karni hay tu bohat zyada analysis karnay Kay baad he aap ko karni chahiay taan Kay us say profit hasil ho ge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Walakam islan dear aao bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k forex trading main jab aap trade open karan tu us waqat aap ko jald baazi nahi karni chaya kyun k forex trading aak aasa bussniss hay jis main aap ki thori si be galti us time he aap ko nuqsan day dati hay iss laya jab be trade open karan us time aap markit ka aachi tarha sa analysis kar lana ager analysis main aap ka galat howa tu aap ko bhot nuqsan ho ga iss laya bhot sakoon sa jald baazi main nahi trade open karan

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X