Forex trading me jld bazi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me jld bazi
    Forex trading me jld bazi nhi krni chahye. Me ne boht sy log dekhy hn jo subha uth k sirf 5 mins market dekhty hn ar trade lga dety hn. Lkn market analysis thek sy krty hi nhi. So aesi jld bazi hmesha loss ki wja bnti hy. Is liye is market me jld bazi krna chor den ar sbr sy kam len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G jnb apki bat thk hy hmy trading me jld bazi sy kam ni krna chahye . Market k trend aur movement daikh kr aur analys krny k bd jo apko thk lgy us k mutabiq apni trade lgaien. Direct mt4 open krty e apni trade lga kr apny bonus ko zaya krna hi hy. Jld bazi me ki hoi trading ki koi b activity apko huge loss ki trf ly ja skti hy. Is lye patience k sath trade kren.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
    • #3 Collapse

      Market ma trading krna koi game ni ha agr hm chaty hm hmari trading bi achi ho or hmara profit bi zayda ho tu hmain jb bi koi trade karni chaiy market k shi anylsis krny chaiy jald bazi kbi bi ni krni chaiy KU k JB bi hm jaldi ma trade krty hn tu hmain loss hi hota ha
      • #4 Collapse

        Right bilkul aisa hi hy bht saraylog forex main bht jaldbazi krtay hain or market ko achi trhan watch kiye bgair hi trading krtay hain or market trend ka wait ni kertay hain wo log hmesha forex main nakam hotay hain forex aisa business hy jis main jaldbazi kerne wala kbi kamyaab ni ho sakta is lie forex main sabar se kaam lain or jaldbazi bilkul na krain takay app kamyaab ho sakain
        • #5 Collapse

          G bhai ap ny thek kaha hai forex trading mein maximum traders jald bazi karty hain jis waja sy nuqsan uthaty hain aur apna acount wash kar daity hai jis mein bonus bhi zaia hota hai aur time bhi.behter hai hum jb bhi trading karien fresh mood sy aur sabr sy kam lein aur market ki move ment ko daikh kar karien ta k faida ho
          • #6 Collapse

            Ap ny sahi kaha hy esy kai trader hein jo esa karty hein juldi sy trad lgadi to esa ni karna chahiye markit ko achy sy aynalise karna chahiye phir ja k trad lgani chahiye jo profit dy esi trad ni lgani chahiye jo profit he na dy
            Removed by moderator.
            • #7 Collapse

              Forex main jald bazi se hum ko hamesha nuqsan hota hai ku ke market main jo hum dekh rehe hote hain kabi kabi market us ke against bi ja sakti hai to iske liye jo sab se important ha ke hum market ko jab bi analysis karain to market ko time dain aik dam se faisla na kar lain ke final trade lga deni chaiey ap ko wait karne ki zarut hai or ap ko bohat si baqi cheezain bi dekhne ki zarurt hai us ke bad trade lgain.
              • #8 Collapse

                G haan forex trading main patience bahut he ehm ha. Sb say pehlay hmain har roz economic calender daikhna chaheay k koi high impact ki news to nai i aur phir indicators ki madad say aur market ki movement say analysis kr k trade lgani chaheay aksar log jald bazi krtay hain aur loss kr detay hain phir pora month wait krtay hain so pehlay say he agr sbr say kaam lia jaye aur sakoon say trading krain to account bhi safe rahay ga aur sath sath profit bhi ata rahay ga.
                • #9 Collapse

                  forex m Jald bazi ni krni chay dealy post karo mehnt krty jao r market ko dekho k kidr ja re pher tread lgao na k Jald bazi karo market ko dekho pher kam kro
                  • #10 Collapse

                    g ap nay blkul sahi kaha forex mein jaldbaazi aisaa hy kay hm nuqsaan ko khud dawat dy rhay houn hmein chahye kay forex mein jaldbazi kay bjaye tahamal aur sabar sy kam karein tbhi hm kamyab ho sktay hein wese bhi jaldbazi ka kam shetaan ka hota hy lehaza hmein chahye kay forex ko sanjeeda lay karr chlein takeh hmara nuqsan kam sy kam hou
                    • #11 Collapse

                      forex trading business mein kbhi bhi jald bazi nhi karni cahaiye agr ap jald bazi se kaam kartay han tu koi mistake ho gi js se ap ka account bhi wash ho sakta hy sabar se kaam karna cahaiye trade ko open karne aur close karne mein jald bazi nhi karni cahaiye jab bhi trade open karain market ko dekh kar analysis kar k trade open karne se profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        jab main nay is business ko start kiya tab main bi isi tarha ki trading kerta tha.bas souch yahi hoti thi kay bas jald az jald profit ho jay.mager is tarha hota nahi ha.trading ki market buhat riskey buisness ha.trsder ko log raha hota ha kay market ab bye main jay gy.magert jab trader trade ker deta hay to market sell main jana start ker dati ha.is liya kabhi bi trade karnay main jald bazi na karain.main to ya kaho ga kay day main 2 trades ko loss per close karnay kay bajay 1 achi trade ko profit main close kerna zayada bahter ha.or wo yabhi ho ga jab aonay achi tarha say market ko analyze karnay kay bad trade open ki ho gy..
                        • #13 Collapse

                          Dosto forex aik easa business hy jo boht he zeada risky hy us maen jab bhe trader chahy 0.10 ki lot size say currency trade he koi nahe ker raha hota hy wo risk py hota hy our jab app had say zeada jald baze ker trade lagaty haen to pher to forex maen ap kafe loss kertay haen kabhe bhe ache entry nahe lay sagtay baen to humwsha sabar o tahamal k sath jab tk trade nahe karean gy tb tk us maen ache earning kerna possible nahe ho Ga
                          • #14 Collapse

                            forex trading me jald bazi nhe karni chahye balke soch smajh kar karni chahye ye kam jald bazi ki nhe he han agar banda confidice me ho to wo mere khyal me kar sakta he q kus k forex treding me nowldge hota he wo kar sakta he lekin ek aam banda to bilkul hi na kare
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g ap nay thk kaha hai bhot say log y he kam kar rahy hai in ko chahiya k wo log sabar say kam lay or apna kam bhot dhayan say kia kary or sabar say kam lia kary q k is waja say loss hony k kam chance bhot kam hoty hai.....
                              :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X