Dosto, ap nay shd ic taraf kbhi dehaan nahi diyaa hogal lakin bht si aisi curency hein jin ka pora daromadaar sirf aur sirf unki monetray policy par hee rehtaa hy - sb sy pehly mein ap ko bata doun kay yeh hy kia dar asaal her mulk ka aik central bank hota hy aur woh yeh faisla krta hy kay note kam ya ziadaa chapnay hein aur yehe faisala hee monetray policy kehlata hy - ic ka asaar uc curency parr bhot ziadaa pdta hy hmein ic ki news kay bd ice dekhna chahye kay notes ziada bnyein gay ya kam ager notes zida bntay hein toh ic ka mtlab uc mulk ki jo curency hy uc ki qadar mein kami waqie hoge q kay ic c mehngaye badh jati hy aur kam notes chapay jyein toh uc mulk ki curency ki qadar mein izafa hota hy aur mehngaye bhi kam hoti hy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим