which one is reason for loss fear or greed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    well mera jitna khyal hiantoh forex business jo hain wo khabi b band nahi hogi ye hamesha yani ye businesss chalta rahy ga jab k hum zinedaa rahy gey mera yahi maana hai kyun k ye asa businesss hain jo k currency k sath chalta hain ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      forex trading mai bhot say loag hai jo greeds ki he waja say loss kar jate hai humay forex mai humay greeds nhe karni chaiye kiu k trading mai loss ki waja yahe hoti hai jis ki waja say hum much loss kar jate hai forex aik business hai and is kaam mai hum patience say he kaam kar k success hosakte hai
      • #378 Collapse

        humein market mein fear ko le kr nhi chlna chahye fear usi waqt hota hai jb apko loss ka dar ho to ap trade he asay karo k loss ki umed he na rhy aur jahan tk greed ki bat ha to apko greed se bachny k liye hud pe aitmad hona chahye ap utna he profit lo jitna ap easily le ssko greed se bacho
        • #379 Collapse

          Forex trading mai ye donu he traders ke liya nuqsan da hy is liya traders ko chahye in sai bacha jitna be ho saky greed traders ko zaida ke pecha leker jata hy jis sai wo looss ker daity hy
          • #380 Collapse

            forex trading mien dono hi cheezen ohat ziyada nuqsan de hain aur apko chahiye ke ap is mien greed pe control karen aur is mien akm se kam risk le kar trading karen to ap kamiyab honge.
            • #381 Collapse

              boht say log is main kam karty ahin or greed karty hain kay humain or profit hasil ho saky magr is greed main profit ki bhay is main loss karty hain humin greed or fear free kam karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #382 Collapse

                Fear aur greed donon dangerous hotey hain. Agar trading key doran aap greed krain aur over trading krain gey to nuqsan uthayen gey. Is ky elawa agar aap ko loss ka fear hy to pehlay demo account main practice kr key confidence bahal karain aur phir real account main enter hon takeh kam sey kam loss ho.
                • #383 Collapse

                  loss ka main reason yeh hai ke insan lalach bohat karta hai lalach ki bina par hamare pas kuch nahi reh jata agar kamana hai or lagatar kamana hai forex me to hame lalach se bachna he ho ga kiun ke lalach karne wala kabhi bhi forex me ziada time nahi earn kar sakta .
                  • #384 Collapse

                    humain is main kam karna ziada acha lagta hay is main fear feel nai karna hota hay humain is main greed saya trade kanry say market main kafi risk ho sakta ha loss b ho sakta hay
                    • #385 Collapse

                      Both factors fear and greed can cause loss in forex trading agar ap just fear main trade hi open nehi kerty then what will you earn and how aur agar ap kisi pair main trade open ker bhi lety hain aur apko same open trade main profit hasil ho bhi jata hai per ap more and more profit ky chakar main rehty hain tou due to such greed apka profit loss main badal jata hai
                      • #386 Collapse

                        Forex trading main agar ap forex trading ka mokkamal knowledge Aur experience ni ho GA to apko forex trading main bahut ziada Loss ka dar ho GA aur ap pH baht apna loss.bi kar bethty ho
                        • #387 Collapse

                          sir baat ya ha kay forex ma hamay tab hi loss hota ha kay jab ham greed krty ha qk forex ma market ko samjna bhot hi muskil ha islay ma apko yahi kaho ga kay apko mehant krni chhaiye or greed nai krna chahiye qk isay hamra account bhi katam ho sakta ha or apko ziada say ziada time forex ko dena chahiye
                          • #388 Collapse

                            har kam ko start karny say pahly fear hota hai so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur market main planing kar k hi hum earn karein gay
                            • #389 Collapse

                              Bro ap ki bat thek ha aksar kuch trader ko greed ki waja se lose hota ha is lite hume greed se door rehna chaiye ur is ma experience ur knowledge k sath kam krna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Re: which one is reason for loss fear or greed?

                                Is forex main boht say log kam karty hain, aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum run kar skaty hain, aur hamain si forex main bi fear tou har koi kam kar skaty hain, aur hamain si forex main bi trade kar k hi humloss say bach sakty hain, aur hamain si forx main bi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kareingay, aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum loss say bach skaty hain, aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum sucss hon gay,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X