forex trading business mein new trader kaamyaab kio nhi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forx main ahm chez hai learning jis k baghair trade laganay se loss ho jata hai or new trader mayos ho jata hai or kamyab nh hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ap ki baat say main agree kerte hon forex main new traders k failure ki wja un ka kum knowledge our phe demo experience ka na hoana hai us main ager app aik kamyaab trader banana hai to pher ap ko us main mehnat to kerna ho ge pher he us main app ko taleem ache hasil kerna ho ge learning k bagheer ap forex main kabhe bhe kamyaab nahe ho pain gay appko hard work kerna ho ga pher he forex ki ups and down ko understand kar pain gay our pher kamyaab hoon gay
      • #18 Collapse

        Forex trading business mein new trader is liye kaamyaab nhi hoty k new trader forex trading ki learning knewledge aur experience hasil kartay nhi aur forex trading business mein aaty hi earning hasil karne ki koshish kartay han js se account hi wash ho jata hy aur new trader jald bazi aur greed kartay han js se bhi loss hota hy new trader ko kaamyaab hona hy tu sabar se learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr real account mein trading kar kaamyaab ho saktay han
        • #19 Collapse

          Re: forex trading business mein new trader kaamyaab kio nhi hoty

          forex main jo b new comer hota hay is main phly learning karta hay phir ja kay hi market main achi earning hasil karta hay humain agr kuch hasil karna hay to practice kar kay kam karna ho ga kun kay new comers ko abhi ziada knowledge nai hoti hay to ziada profit nai ly paty hain to is waja say bakion say pichy hi reh jaty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: forex trading business mein new trader kaamyaab kio nhi hoty

            New new trader ki khamiya ya hi bs hoti hy who.lernimg sy zeada llach krty hy jitni.un k pas lerning hoti hy who us sy zeada mnag rahy hoty hy our aoni lerning k bhr reh k kam krty hy jus ki waja sy un ko phr losss py loss hota rehta hy our who smjh bhi nai paty k ho kiya raha hy un k sath isi waja sy who kamyab nai hoty
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

            اب آن لائن

            Working...
            X