Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
    Many traders lose money because of greed. Greed is something that is very difficult to control and also we are humans and its a human and greed is in human nature. So we can remove greed completely but the thing we can do is we can control greed. So its better to control greed not getting over greedy and always remember that less pips is more in Forex.
    It is oftentimes rapacity that gets in the way of success of galore group. As more as we cannot destroy it completely, it is re-searchable to keep ourselves in Forex trading in say to desist the snare of greed ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      • #213 Collapse

        greed aik achi cheez he aur fitrat men rakhi hi is liye gayi he takay insaan zyada se zyada mehnat karsake laikin hota he yeh he ke bushumaar achi cheezen bhi hon agar had se zyada barh jati hen to hamesha nuqsaan karti hen to bus yehi yahan par bhi apply karen ge ham formula aur bat ko samajhlen ge
        • #214 Collapse

          Greed insan ki Nature hai ur Forex trading esay control kerna boht muskil hai zayeda traders ka loss forex business me esi Greed ki waja say he hota hai. Jaha tak muja yad hai me jab say trading ker raha hun mera hamesha forex me loss Greed ki waja say he hota hai so esay control kerna boht muskil hai.
          • #215 Collapse

            yes i agree with u but i need to know what to do when i start my trade and it goes green, i ask my self pick the profit or wait for the better profit,some time 20% off my profit go in loss that is very annoyed...................
            • #216 Collapse

              jo shakhs bhi forex ko join karta hy us main greed automatically ajati hay wo koshish karta hy k isy jaldi say jaldi bohat sara profit ho jae lakin ye possible naheen hay is lye apko chahye k greed ko control main rakheen jo k kafi mushkil hay or is say apko loss bhi ho sakt hay
              • #217 Collapse

                ji han is kam main apko apne ander ki bhok ko mita dena hoga or aram seis kam ko kerna hoga ye kam koi ziyada mushkil ni hai is kam ko her koi ker sakta hai is kam main her shaks zber dast hai koi bhi bura bnai hai jo gali gloch kerta ho.
                • #218 Collapse

                  greed tab he ati hai jab aik dafa acha profit hasil kar laity ho to ap or xiada karne ke chakar me bina analysis ke trades ko openkarna start kar daity ho jo ke loss me le jati hain
                  • #219 Collapse

                    g aap ne sahi kaha greed ko control krna asan nahi ha forex ma paise dollar ko dhak kr aksar trader laluch ma ajate ha or apna tampratment kho kr jate hain or shortcut ka istemal krte ha or loss ka sabab ban jata ha
                    • #220 Collapse

                      yh forex main greed ko control kerna mushkil ha greed loss ki wja banti ha per greed maximum log ker jaty hn ak do dafa kamyab hony k bad wo is ko adat bna lety hn as a result account khali ho jata ha jab loss ho
                      • #221 Collapse

                        Covetousness is something that is rattling rocky to examine and also we are humans and its a human and rapacity is in earth born nature. So we can shift covetousness completely but the occurrence we can do is we can contain covetousness. So its outgo to criterion Bavaria not exploit over greedy and always recollect that fewer pips is many in Forex.
                        • #222 Collapse

                          Hum greed bhi zada kartay hai aur us par control
                          karna mushkil hojata hai hum control nahi
                          karpatay. aur yehi greed pe control na karnay ki
                          wajah se humay loss bhi hota hai
                          • #223 Collapse

                            sahi kaha aap ne ke greed ko control bohat mushkil hy magar hum chahen to ispe qaabu paa sakte hyn aur greed ke bagher business krne se hmain hi faida hoga jb hum profit earn krenge
                            • #224 Collapse

                              bilkul aisahi hai kyunke greed aur emotions tou insaani zindagi aur insaani fitrat ka hissa hain but forex trading bussiness mein greed ki koi jaga nahi hai aur yeh aapkey profit ki dushman hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                me ni maanta is baat ko q k ye insaan ka apna self part hota hai jis insaan me lalach hogi wo her jaga use karega chahey forex ho ya koi sa bhi kaam aur jisme lalach nahi hogi wo kahi bhi ni karega forex tk me ni karega,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X