Business mn nuqsqn ni hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business mn nuqsqn ni hota ha
    Forex trading aik aisa business ha jis ko ap risky business keh sakte hn risky business koi bi ho ap kp us mn hoshyar teyna parta ha is kie ao aware rahen aur trading ko achi traa dekh kar karen ,, loss tu kisi trade mn bi ho sakta ha is lie ap is ki tension na lain k forex mn ap ko agar loss ho jae tu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear nuqsan to hota hai ab ham ye to ni keh sakte hain k forex men nuqsan ni hota hai but ye keh sakte hain k ham apne nuqsan ko kam se kam kr kakte hain agar ham mehnat kren aur forex k rules ko follow kren to ham apne loss ko bahot had tak kam kr sakte hain isliye hamen koshish krni hai k ham apne loss ko kam se kam kr saken aur trading men khud ko safe kr saken
    • #3 Collapse

      Dear bro forex ho ya koi bhe business ho ap ko nuqsan ko nea bholna chaya kiun ka agr business profit data hai tu us main risk bhe hota hai agr ap forex bagair experience ka istamal kran ga tu lose ka chances zyada han
      • #4 Collapse

        Forex ak bohat hi risky business Hy but hum ya bussiness achi tarha seekh ly to hum bi kamyab ho skty Hy ASA Ni Hy k hum is ma loss ma hi Jaya Gaya agar hum is bussiness k ups and down ko smajh Jaya to ya mushkil ni
        • #5 Collapse

          Dear forex mai ap ko pehle din he bata diya jata hai yahn profit aur loss ki ratio ap ko same he mile gii es liye ap jaise jaise es busines mai acha kam karo gy ap ko reward b behtar mil skt ahai lehaza ap ko acha earn karn aho ga soo ap ko behtriii ki tarf le kar chalna ho ga soo ap ko acha kam karna hai aur ap ko behtar fadia ho skta hai...
          • #6 Collapse

            g bilukl dear bussiness mein nuksan hona ar profit hona normal hy yeh to hm py depend krta hy ky hm kis tarah apny loss ko cover krty hy ya minimize krty hy ar agr hmari strategies achi hy ar hmy acha khasa treqa hy bussiness manage krny ka to loss nhi bhi hota yeh to hm py depend krta hy
            • #7 Collapse

              Forex trading ka business risky zaroor hy per is risk ko kem kia ja sakta hy iska knowledge aur experience seekh k ,aur jo bi ap business krty ho koi bi forex trading k elawa ho us main bi risk hota hy to forex trading main risk ko knowledge ki power sy kem kia ja sakta hy aur aik bat aur forex trading main trading main risk lazmi lena perta hy tab hi ap is business main ziada profit lety ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Han esa hi hai koi bi business ho humain us main loss ke chances bohat km hote hian agr hum usko sahi tara se deal karte hain to same Forex Trading main bi mere khayal se loss ke chances bohat km hote hian but isko sahi tara se humain handle karna ana chaiye jo ke bohat zaruri hai or humain Forex Trading main risk management ko lazmi follow karna chaiye.

                اب آن لائن

                Working...
                X