Lose hony say experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose hony say experience
    Aslam o alikum dosto mery Khyal mein ek bar lose hony say experience hasal hota hai . Hai liken bar bar ghalti na kia kary. Agly trade open karny kaliye experience Mel jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aslamoalikum loss honay say experience tou hota hai lakin agr loss honay say phlay hi step lay lyna chiay k koe miatake ho agr pher b koe galti ho jati hai tou hamian koshish krni chaiy k galti ko notice kia jiay aur koshish ki jiay us trha k galti dobara na ho us say experience hasil kia jiay
    • #3 Collapse

      Koi shak ni jb b Ap ko loss hota a us m Ap k liey Koi na Koi sabaq lazmi hota a aur I think k banda hemsha improve he us time karta a jb usy chot lgati a phir ainda kbi b wo galti ni karta to dears Koi bat ni agr Ap ko loss o gya a to next time Ap us Galti ko minimize kr k faida utha skty hain. Agr Ap Apni galteoo ko reapt ni kry gy to Ap ik achy trader bn jay gy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahid پيغام ديکھيے
        Aslam o alikum dosto mery Khyal mein ek bar lose hony say experience hasal hota hai . Hai liken bar bar ghalti na kia kary. Agly trade open karny kaliye experience Mel jata hai.

        G bhai loss hony sy or profit hony sy hmry knowledge ma ezafa hota ha or hmra experience bi zayada hota ha is leya ager loss ho to ghbrana nhi mhnat krna bas
        • #5 Collapse

          Dear ap ki bat thek hy forex trading mein chahy loss ho ya profit dono sy experience to ata he hy lekin humein chahiye k hum apny loss ko control karein profit mein izafa karein aur ek experienced trader ban jain jiss l natijy mein hum kisi aur ko apna follwer bhi bana sagty hein
          Removed by moderator.
          • #6 Collapse

            ji janab boht achi baat ki ajnab best traders wese to loss karte nahi ager kahin by mistaken loss ho bhi jae kiu ke market ke ups and downs ka sometimes pata nahi chalta to loss hona koi bari baat nahi hai aur best traders wohi hote hain jo apni ghaltion se seekhte hain and loss se boht kuch seekhte bhain ke kahan kaise loss hua take next time us cheez se bach sakain
            • #7 Collapse

              Walikam salaam dear agr hum is main kam krein gey tu khud hi experience mil jata hai ye hamre liye acha business hai use hone se experience ho jata hai ye hamre liye acha business hai hume daily demo account main kam krna chaiye
              • #8 Collapse

                dear friends forex tradeing main loss kam experience r learning ke waja say hota hay jo k waqt k sath sath pora keya ja sakta hay...
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahid پيغام ديکھيے
                  Aslam o alikum dosto mery Khyal mein ek bar lose hony say experience hasal hota hai . Hai liken bar bar ghalti na kia kary. Agly trade open karny kaliye experience Mel jata hai.
                  Jumbo traders more loss hota hai tu mujhse sabse Jyada learning kar sakte hain isliye Jab Bhi traders call loss ho toh unko kabhi bhi Marta nahi karna chahiye aur losco positive le kar usse learning Karni chahiye
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Loss sy insan sikhta Hy zada tar but kuch Ni bi sikhty isliya ya hum kah Ni skty k har Banda sikhta Hy agar hum acha experience or knowledge ly apny senior sy seekhy mashwara kry to loss hony k chanse bohat kame ho Jaya gaya
                    • #11 Collapse

                      Experience haasil krny k liey trading mein loss krna koi buri baat nhi lekin ye zroori bhi to nhi keun k bahot sy aisy achy traders hain jo doosron ki ghaaltiyon sy seekhny k aadi hotay hain aur khud bahot kam ghaltiyan krty hain
                      • #12 Collapse

                        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa agree karta hoon k trade k doran lose hona sa hum ko bhot exprence milta hay lakan exprence aur knowledge hasil karna k laya ya zarrori nahi k aap galti karan aur iss galti ki waja sa aap ko lose ho aap ki ya baat be theek hay k admi galtion sa seekhta hay lakan seekhna k laya instaforex na demo account deya howa hay jis per aap galtian karan aur exprence sa seekhain lakan jab real trade karan tu koshah karan k wo mistake dobara na karan jo demo account main seekhna k doran ki theen
                        • #13 Collapse

                          G bilkul loss jab hota hai to insaan bilshuba disheart hota hai. Aur afsos karta ha kay shyed esa na karta to wesa hp jaata. Mgar jo behtar side ha loss kay hony ke kay apko apni khaamiyan nazar aa jati hain jin par kaam kar k aap ko bht faida hota hai. Agar aik ghlte ko ap kar k sabak seekh lain aur us ko dobara say na dohraain to aap ko uska aany waly time ma benifit lazman milta hai.
                          • #14 Collapse

                            Dear Forex trading members Assalamu Alaikum bhaijaan lost ko recover karna bahut Mushkil kaam hai love se hame koi experience Aasan Nahi Hota pareshani Bhar Jati Hai isliye aapko lost Sabak sikhne ki wajah dusro ki mistake se learning Karni chahiye experience Faisal karna chahiye mehnat Karni chahiye analysis market ka data technically aur fundamentally Hasil Karke share trading start karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji bilkul bht achi baat share ki hy app ne lose honay se experience hasil hota hy jab humain loss hota hy to humain tajaruba milta hy k humari ye mistake thi phir hum ainda wohi mistake nahi krtay is tarhan humain experience milta hy apne lose se is lie loss ko positive laina chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X