trading k douran hamain kisi k signals pay apna order cut karna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading k douran hamain kisi k signals pay apna order cut karna chaye?
    members main ap say sawal karna chahhta hoon k agar hamari trading sahi chal rahi hay aur kisi ka message ajata hay aur us douran ham achanak apni trading cut kar daitay hain laikin trades hamaray knowledge k hisaab say sahi work kar rahi hoti hay kia aisa hamain karna chaye kia aisa karna theek hota hay?:1f617:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trader hamen kisi bhi signals kiay bagair kam karna chahaiay ku k baaz dafa hum dosron kay kehny pa lot khatm kar daty hain but baad ma us say kafi faida ho sakta hoga aur baaz so ziada say ziada khud apnay dil ki manen agr nuqsan bhi hoga to kisi kisam ka koe pachtawa yo nahi hoga to is liay sirf apnay dil ki manen aur samjhdari say kaam len
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      mery khyall main aysa sahi nahi hota hai es se apko loss ho skat hai or pali bat tu yah hai k apka account ka hisab or hota hai or signals deny wala apny account k isab se apko order lga deta hai esi liye tu kaa jata hai k khi bhi sikgnals par trading na karen ap k apss khud ka jitna knowledge hai osi hisa se apko trading karni chahye ahista ahisata apki khud ki bhi emprovment ho jati hai

      اب آن لائن

      Working...
      X