aik hi ghalty ko bar bar rapeat kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik hi ghalty ko bar bar rapeat kerna
    dear forum members aik hi ghalty ko bar bar rapeat kerna bh aik bahut badi ghalty hoty hy jo ke bahut hi nuqsan deh sabit ho sakty hy is liy jo ap mistake kren us ko dekhin us per ghour kren us ki reason daikhin aur again ghalty na kren ,bulkey main to kehta hon ke apny ghaltion se learn kren na ke un ko repeat kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ya tu sab a bara masla hai ka jab hum koi kahlti krta hain or huma maloom bi ho jata hai ka kia khalti ki hai laken phr hum dobara ya kahlti krta hain ya theahk nahi hai api khalti s learn karain or koshish karian ka dobara kahlti na ho hum s khaltion s sekhna chaya ignor mat karian apni miatake ko warna ap kabi accha traders nahi van sakta
    • #3 Collapse

      g ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hota hai k hum ne ais market mai kitna loss kia hai aor kis waja se kia hai agar hum wo apni ghalti thik ni karty to ais ka matalb hai k hum ais market mai apna loss hi karty rahy gay kun k hum ais mai mehnat to kar rahy hai magar apni ghaltian saeh ni kar rahy jis ki waja se loss kar rahy hain.
      • #4 Collapse

        Dear member aik hi ghalty ko bar bar repeat krna b lesson hy but aik ghalti repeat ho ho k alhir kar apko uski reason maloom ho jay gi jis ki waja sy ap kuch na kuch new seekh len gy because mistakes are prove that you are trying but us mistake ka bgi koe faida ngi jis sy ap kuch na kuch seekhain nahi koshish kren mistake ksm kren
        • #5 Collapse

          Gjalti k baary me kaha jata he k hr ibsan se hoti he, jo ghalti nai krta wo farishta he, chonky koi insan ghalti se pak nai lihaza ghalti hony pr preshan na hon balky is k repeat hony pr fikrmand hon, koi bhi acha aor samajhdar insan ghalti repeat nai krta , ap bhi try kren ghaltion se seekhen aor inki repeation se bachen.
          • #6 Collapse

            ager hum forex mien aik he galati ko bar bar repeat kerty hien to yeh hamary trading career k lye theek na hai es sy hum apna loss ker sakty hien acha trader wo he hota hai jo es mien aa ker loss kerny k bad pher apni galati ko repeat na kery or earning k lye apni trade ko open kery
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              dear friends, forex main jab koi new trader trading start karta hay to us wakt us k pas zayada knowledge nai hota jis ki waja say woh mistakes karta hay aur usay loss bhi hota hay but jo traders en mistakes say sabak hasel kar k apni correction kar letay hain woh kamyab ho jatay hain but jo en mistakes ko repeat kartay hain un ka loss ata rehta hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X