agla trget kia hona chahye gbpjpy ka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agla trget kia hona chahye gbpjpy ka
    Dosto, aj mein ap logou ko batna chahta houn kay - agla trget gbpjpy ka kia honaa chahye jese kay hm loug jantay heinkay trget kese set krty hein ager ap nahi jantay tb bhi ap kay liye yeh thread eham sabit ho skta hy - sb sy pehly mein apko screnshot dekhaa deta houn gbpjpy kay chart ka

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_9.png
Views:	1
Size:	50.9 کلوبائٹ
ID:	12462184

    yahan par wzeh torr par dekhaa ja skta hy ky trend tabdeel ho chuka hy lehza mera manna hy kay ab merket ko oper kay bjaye nechay jana chahye aur mera next haftay tk kay liye 250pip ka trget hy ic pair pay to ap agerr cahye to ice confrm kr kay asaani ky sath trede kar sktay hein aur aik acha munafaa kama sktay hein mein ap ko kahoun ga ky ap mney mngemnt kay tehat hee apni lot wgheraa muntakhib karein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aap k analysis good hain jahan tak mera bi khayal hai gbp ko sell hona chahiye q k gbp ga main trend sell ki taraf hai aur gbp men bearish movement hi hone wali hai isliye aap gbp go long term k liye bilkul hi buy na kren iss se aapko kafi loss ho sakta hai hamen always trend k sath hi chalna hai
    • #3 Collapse

      Ap k analysis achy hen lakin aik bat ka khayal rakhna chaye k hamesha lot size munasib rakhen and money management ko zaroor istamal karen kabi b overconfident na hun bohat sary friend overconfident ho k lot bari laga lety hen and account wash kar lety hen
      • #4 Collapse

        dear GBP/JPY chart ka screen short jo app ne post ki hay es key mutabeq aur mery expernice se es ki next movement buy hona chaye es ki waja ye hay key strong support ki waja se market bearish ho hi nahi sakti hay aur 100% market bullish position me hi aye gi.
        • #5 Collapse

          MASHA ALLAH Bhai apne bohot hi achey tarikey se samjhaya hey aur mn apki is post ko zaroor follow karunga aur hamen chahiy keh hum aisy achi achi posten share kartey rahen takeh jo koi bhi dekhen wo is se achi trha se seekh sakey
          https://t.me/pump_upp
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            app nay kafi acha knowledge humery sath us post main share kia hai us main abhe bearish engulfing candle weekly time frame main bani hai to us ka coming week main trend down he ho ga our us main hum entry tab lain jab ye dobara oper move karen our lower time frame main humean entry signal day to trade ker k hum profit ker sagaty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X