Gold trading ka experiance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading ka experiance
    Agar hum gold mein trading karna chahtay hain tou uss sae pahele humary pas forex trading ka experience hona chahyea kyun kay gold market bahut tezi sae movement karti hai agar hum iss ki movement ko understand kar sakain gay asani sae tab hi iss mein kamyab ho saktay hain iss mein humaray andar experience sae hi aitemaad bhi ata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold ke alag movement hoti hai aur currencies ke alag movement hote ha. Jis kay hisaab say apko seekhna parhta hai aur uskay analysis karna party hain. Jab gold k analysis karty hain to us main USD kay factor ko lazmi dekhna hota hai. Kun kay usd main gold ke price hoti ha jis ka asar gold par lazmi parta ha. Agar usd weak hoga to gold up aur strong hoga to gold down jata hai.
    • #3 Collapse

      dear gold ki trading ko semjna bohat difficult hay kuin k is speed tez b hay aur is k trend ka pta b ni chalta ye Forex trading main sub se ziada risky hay is lie humain is main trade ni kerni chahie ager koi ziada expert trade ho to wo ker sekta hay otherwise is main loss he hota hay main to currency pair main he trading kerta hoon.
      • #4 Collapse

        Brother forex trading business main gold per trade karnay kay liay boaht zaida experience and good capital ka hona zaroori hay, because gold main movement zaida hoti hay, es main capital bhee zaida use hota hay, but mostly trader gold main hi trade kartay hian.
        • #5 Collapse

          Gold main trade kerny ky liay experience hona bahot zaruri hota hai warna yahan per aik tou spread ho kafi zyada hota hai dusra movement bahot tez aur bahot zyada hoty hain ky yahan per trade open ker ky survive kerna mushkil ho jata hai isliay gold main koi bhi trade open kerny sy pehly apko gold main demo account sy trade ker ky experience zarur hasil kerna chahiay warna gold main ap sirf loss hi kerain gy
          • #6 Collapse

            koin nahe dost forex trading ki ache taleem our pher us main ache practice say acha tajarba app pas ho ga to pher he app us ko use ker k Gold trading ko samjh sagain gay our app ko pata chalay ga k wo kis base pay buy ya sell hota hai our kon c candle pay buy ya sell kerna chahy pher he app ko us main acha profit milay ga
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein sab se ziada risky trading gold ki trading hoti hy kiok gold ki movement buht fast hoti hy js ko samjhna mushkil hy aur gold ki movement ko samjhne k liye ap k pas knewledge aur experience ka hona zaroori hy knewledge aur experience se hi gold ko samjh saktay han aur new trader ko kiok knewledge aur experience kam hota hy is liye un ko gold par trading nhi karni cahaiye kiok gold par account balance jtna bhi ziada ho buht jadi wash ho jata hy gold ki movement ko samjh kar hi gold par trading karni cahaiye
              • #8 Collapse

                G han gold main trading ky liay bahot experience hona chahiay ky yahan per market support aur reeistance ky hisab sy move kerti hai lekin aksar same route ko follow nehi kerti aur ham previous movement ky hisab sy trade open kerty hain aur kisi bhi time bari movement hoti hai aur account wash ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  jes bhe member k pas dosto demo account ka experience ho ga wohi us main acha profit bna peay ga us main humen mehnat kerna ho ge our zeada say zeada experience gain kerna ho ga pher he us main humean kamyabi milay ge our hum forex ko siekh pain gay
                  • #10 Collapse

                    yes dear gold trading kay liey humainy alag experience ki need hoti ha baki tamam currency ki movement same hoti ha par gold ki movement ko pridict karnay kay liey ap ko alag se practice karni parti ha or exprience gain karna parta ha yeh sub kuch ap ko tub hi milay ga exprience and knowledge jub ap demo me gold ko technical analysis and fundamental analysis se trade karay gay phr hi hum gold ki sehi pridiction kar saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Gold forex market ka sub say dangerous pair hai is per jo log low capital say trading katay hein wo log apney real account wash karwa bethtay hein is liye agar apka mind hai gold per trading karne ka to pehlay apney capital ko increase karen.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex trading business mein gold par trading karna sab se mushkil hy kiok gold ki market bugt fast hoti aur gold ki market ko samjhne k liye knewledge aur experience ho ga tu us ko samjh saktay han aur new trader k liye gold ki trading mushkil hy new trader ko gold par trading nhi karni cahaiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X