Ekk mistake ko baar baar repeat karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ekk mistake ko baar baar repeat karna
    ASLAMUALEKUM dosto agar ap ek mistake ko baar baar repeat karo ge to iss ka matlab ap ne market se kuch nahe seekha as a trader aur insaan hamnen chahye hum apne mistakes se kam sa kam learn karen ke wo mistake hamra profit ban jae hamare weekness ke bajae hamre strength ban jae agar hum wo he repeat karty rahen ga to iss ka matlab hai ke loss loss he raha profit nahe ban saka. Apne mistake ko note down karen phr un py work karen aur aenda ke lea repeat na karne ke planning bhe karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen kabhi bhi aik mistake ko bar bar repeat ni krna hai q k jab bhi ham aik mistake ko bar bar repeat krte hain to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain so isliye hamen apni mistakes ko note krna hai aur koshish krni hai k ham ainda k liye uss mistake ko phir se repat na hone den aur aisa tabhi mumkin hai jab ham bar bar uss mistake ki practice kren ge
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
      ASLAMUALEKUM dosto agar ap ek mistake ko baar baar repeat karo ge to iss ka matlab ap ne market se kuch nahe seekha as a trader aur insaan hamnen chahye hum apne mistakes se kam sa kam learn karen ke wo mistake hamra profit ban jae hamare weekness ke bajae hamre strength ban jae agar hum wo he repeat karty rahen ga to iss ka matlab hai ke loss loss he raha profit nahe ban saka. Apne mistake ko note down karen phr un py work karen aur aenda ke lea repeat na karne ke planning bhe karen.
      Assalamu Alaikum agar aap Chahte Hain ki aap ek achi theatre Ban Jaye Toh aapko chahiye kya aap apni mistake hone ke baad us mistake ko write karke rakh le Taake next time won't mistake ho na sake agar aap baar baar se mistake ho repeat Karenge toh aap kabhi kamyabi Hassan nahi kar sakte
      • #4 Collapse

        Dear brother aslamoalikum Aik mistake ko baar repeat krna wali meray nazdeek kabi b aik acha trader nei ban sakta hai lehiza hamain apni mistkes ko notice krna chaiay aur koshish krni chaiay k next time kam az kam hum wohi galti dobara na karian aur us galti say jo nuqsan hoa hai us say bach sakain forex main kisi kism ki kisi galti ki kor gonjaish nei hai agr phr b hum galtiyon ko reapeat karain to hum forex main kabi kamyab nei ho saktay
        • #5 Collapse

          G han ap.ki bat bilkul.theek hay aur main ap.ki vat se agree kati hun k humae apni mistakes se sikhna cahiay aur un ko follow kar k unhe kbtam karne ki kosish karni cahiay tab hi hum apni mistakes ko dor kr k achi aur profita able trade kar sakte hay agar hum apni mistakes se nai sikhte tou hun kabhi ache trader nai ban sakte aur na profit hasil kar sakte hay
          • #6 Collapse

            AGr ap aik he mistake ko bar bar repreat kr rhe hen to yakeen jane apko kabhi forex ki kwoeldge nhi aegi or na he ap kabhi sekh skengy apko chiye k forex k liye ap fresh mind se trade kren or agly he din jo pechly din ki mistakes hon unko note kren taky loss na ho apko hr ghalti ko note krn chiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G Han ap ki bat SA me agree karta hu ku keh agr ham aik mistake bar bar Kar rahe Han it's mean Han kuch learn ni Kar rahe aur ham ko koi profit ni ho raha ku keh ham ko apni mistake SA seekhna chahya aur next time un SA bachna chahya aur agr ham asa NI karty to es ka Matlab ham zero pa khary Han aur ham ko bahot mehnat ki zarurat hai aur bahot work ki zarurat hai...es Lia sub SA pehly try Karan keh apni mistake SA learn Karan ta keh woh mistake next time na ho sakan... thanks

              اب آن لائن

              Working...
              X