Market ka busy time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka busy time
    Forex trading mn market k kuch busy time hite hn jin mn tading karne se ap ko bahut zayada profit aur isi tra loss bi ho sakta ha ,,kyn k is time market mn movement bahut ji zayada hoti ha is pakostani eaqt mutabiq yr timev5 se rat 9 baje tak rush timing hoti ha so is time mn trafing dekh kar karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Right dear aap ne baja farmaya hai market ka busy time pakistani time k motabiq shaam 5 bjy se raat 9 bjy k darmian hota hai q k iss time men do barre sessions ki overleaping chal rhi hoti hai iss time men London aur newyark dono hi open hote hain jiski waja se market men movement kafi ziada hoti hai iss time tradiing krna behtar hota hai
    • #3 Collapse

      forex trading main market ka busy time hota hai jub tab bhi trading deahnse karni chahe or jub market main taizi ho tab bhi dehan main karni cahye q k jub fast main proft hony k chances ty hain tu fast main loss hony k bhi chances hoty hain es liye jub bhi trading karen tab he dehan se or dekh kar karen ta k apko loss na ho saky kisi galti par
      • #4 Collapse

        Apne sahi kaha hey market k different sessions hotey hein aur har sessions ki apni value hoti hey aur kabhi market kis session mein break out karti hey aur kabhi kisi aur session mein aur hamen always achey analysis ke sath hi trade karni chahiye to hum kamiab ho saktey hain.
        https://t.me/pump_upp
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Busy time nahi wo overlapping time hota hai us me ek market ka close hony ka time hota hai or dosri market open ho rahi hoti hai is liye movvement tez hoti hai ap ko overlapping time internet sy asani sy mil jaye ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X