Stop loss aur take profit ka Kia faidy Han aur log ku lagaty han,???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur take profit ka Kia faidy Han aur log ku lagaty han,???
    Assalamualaikum all dear forex member me forex trading mein new Hun to Meri abhi bahot si queries Han Jo solve ho rahi Han abhi AP sub SA yeh puchna chahta Hun keh stop loss aur take profit log ku lagaty Han es ka Kia faidy Han???? thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear stoploss aur take profit hamare liye bahot hi ahm hote hain q k jab ham koi trade oprn krte hain to ham apne capital k motabiq uska loss profit choose krte hain ham apni trades men loss ki aik limit rakhte hain agar ham wahan pe stoploss ko lga dete hain to ham apna account wash hone se bach jate hain aur take profit ki waja se ham apne profit ko easlea lock kr kr lete hain
    • #3 Collapse

      Stop loss aor tp ke faide sirf ye hen agar AP ne apne profit ki hadbandi ki Hy to yaoni to lgya Hy to apko chaie ke AP sathbmen SL bhi paga den is ka faida ye hoga ke agar AP system pe avalavailnai yen to aor apka mobile bhi nai to apki trade to hit oi to automatically close ho Jaye aor agar SL ko hit Kia to Automatically loss men close hoge
      • #4 Collapse

        Stop loss aor take profit ye aik aisa option he o hmari trades ko safe krta he , hmary profit ko seve krta he aor loss ko aik had me rakhta he, forum k jahan aor bhi bhot achy trading option hen jo forex foruum ny individual k hath me rakhy hen un me se aik ye bhi he, hmari trades bahjot zeyada atentions mangti hen jo tp aor sl k option ny bahot had tk minimeze kr di hen. Is option ko zarur use kren.
        • #5 Collapse

          Stop loss aur take profit kay kafi saray advnatages hain . Stop loss aur take profit ka aik advantage tu yeh hai ke traders ko trade lagany ke baad full time market per nazar nai rakhne parhte hai aur trade Stop loss aur take profit kay points per ponch kar khud ba khud he close ho jate ha . iss kay elawa market mai kafi time aik dam say tiaz movement hoti hai iss doran traders ziada loss say apny app ko mehfoz rakh sakty hain.
          • #6 Collapse

            forex trading main stop loss or take profoit do aham awamal hain jin ko trading main lagny ka hmain faida milta hai jis trah hum apna orfer lgaty hain tu hum os main take proft est karty hain jis se aik trah se hmary accont ki money managmnet hoti hai or es k bad stop loss ka hmari trae main yah kam hota hai k wo hmary lsos ki sharak ko kam karta hai or loss ko barhny nahi deta hai
            • #7 Collapse

              dear hum Forex main take profit is lie use kertay hain k jeb Forex market hamare matloba point per a jay to hamari trade kuch profit k bad cut jay kheen asa na ho k market wapis chali jay aur hum ko jo profit howa tha wo b na milay aur ulta loss ho jay, aur stop loss is lie lgatay hain k ager market hamari trade k against b jay to kuch loss k k bad trade close ho jay aur hum little loss lay ker big loss se bech jain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Apki post bohot hi achi hey bhai aur stop loss and take profit aik bohot hi power full tools hey forex business mein kioun keh is se hum jab analysis kartey hein to hamen pata hota he keh market ne kahan tak jana hey to jab hum take profit laga letey hein to hum befiker ho kar apni trades ko baghair dekhey achi trha se use kar saktey hain aur hamara stop loss bhi hamen aik barey loss se bacha sakta hey aur iske sath sath hum aik achey point par jakar market mein proft hasil kar saktey hain.
                https://t.me/pump_upp

                اب آن لائن

                Working...
                X