Emotional trader khod ke ley kharnak hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trader khod ke ley kharnak hein
    Emotional trader agr kisi aur ko nuqsan de ya na den lekin khod ke ley kbi bhi kar amand sabit nai ho paty koun ke un per koi bhi itabar bai hota ke kb kis lamhay kia kuch ghalt kar den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul jo llog market men emotional ho kr kr trading krte hain wo khud k liye very dangerous hote hain q k main smajhta hoon k koi bhi trader jo emotions men aa kr trade krta hai wo apna kafi loss kr jata hai isliye hamen emotional hone k bajaye trading k rules ko follow krna chahiye tabhi ham kamyab ho sakte hain agar ham rules ko follow ni krte hain aur market k sath jang krte hain to ham kabhi bhi kamyab ni ho patr hain isliye hamen iss baat ko khaas tor pe apne mind men rakhna bahot zaruri hota hai
    • #3 Collapse

      g dear forex forum per tradeing kertey waqt all members ko chachye kih wo apney emotions ko control ker kih or to becool mind ho ker tradeing karen ta kih trading kertey waqt in ko kisi bhi kisam ki koi pareeshani na ho or is sey achi tarha profit kama saken is sey wo loss sey bhi bach saken gey,.........
      • #4 Collapse

        Sir g ap ki bat 1 dum sahi hy forex trading mein emotions ki koi jagaha he ni hy kiyon k jub emotions bech mein aty hain to loss he hota hy aur ek emotional trader hamesha pehly apna loss karta hy chahy dusry ko nuksan de ya na de khud k liye bohut ziyada riski hota hy ek emotional forex trader
        :1f63b:​BE HAPPY
        • #5 Collapse

          trading mein emotional logon ka kam hai hi nahi.. yahan unhon ny emotions mein aa kar trades lagani hain aor jab aik k oper ap trade lagaty aaty ho to ap phans jaaty ho because zaroori nahihy k market ap ky according chally ap ky emotions yahan ap ko bahut bara loss dy sakty hain hamesha aik smooth aor perfect patternly kar chalen phr dekhen forex trading ap ko kitna faida deti hai.
           
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            G han ap.ki bat bilkul right hay k hum jab bhi trading kare tou apne emotions par control rakh kar trading kar kiu k jidar bhi hum zara bhi emotinal ho kar trading karte hay tou hum apna loss karte hay emotinal trader kabhi bhi kamiab nai ho pate so emotions par control rakhe
            • #7 Collapse

              G ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading aik aesa business hay k jis main humay apne emotions oar bobt control rakh kar kamjarna hota hay jo log bhi is main emotional ho kar trading karte hay wo apna loss hi karte hay so emotional teader oar ap bhi kabhi autbar na kare balke hamesh cool ho kar trading kare
              • #8 Collapse

                Trading le ley jo sb se buri aur khtarnak hai ho emotions aur greed hai jo bhi trader in main involve ho gia wo buri tarh pans jata hai agr is se dour rah kar aur km per satisfied ho lia jay tu is se faida uthia ja skta hai lekin khod per har waqat specifically loss ke waqat zarori hai
                • #9 Collapse

                  g Bhai bilkul sahi kaha emotional trading ma hamesha noqsan hi othana parta ha. best trader banay k liye hamesha apnay profit loss ko samnay rakhaa jata ha jb k emotions ma a kr hum kafi ghalat qadam otha lety hain. jis ka humay idea bhi nhi hota . trade hamesha relex ho kr krni chayie khud pr bojh ni smjhna chayie. or bht say assay traders k sath bhi trade krni parti hain jinhay hum pasand nhi karty
                  • #10 Collapse

                    Assalam o Alaikum.g bhai ap bilkul theek keh rhy hn.emotional traders hamesha loss hi krty hn q k unhen market ko read krna to ata nhi..bs tukky pe trade krty hn hmeshaa
                    • #11 Collapse

                      Emotional trades honi hi nhi chaheyn kun k emotion both khatrnak hoty hn trading NY liy or hn lalach ya emotional ho k jitni trades lgaty hn WO SB lose Hong KA dar hota hy es liy ...
                      • #12 Collapse

                        Emotional traders kisi or ko kese nuqsan de skte hain q ke jo bi log follow karte hain wo history dekhte hain accounts ki or agr ap phele se bare risk taker hon gai to bohat mushkil hojaye ga manage karna account ko hamare liye Forex Trading main isye main yahi kahun ga ke kabi bi bohat zyda risk na liya jaye Forex ki market main or emotional trading se avoid karian.
                        • #13 Collapse

                          is main koi shak nahin he keh emotional traders ki is business mein koi jagha nahin he aur jo koi bhi forex mein emotional trading kartey hein wo kabhi bhi is business main kamiyab nahin ho saktey hain aur always fail hi hotey hein.
                           
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            forex trading business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nhi karni cahaiye kiok agr ap emotional ho kar trading kartay han tu ap se koi mistake ho gi aur mistake ho gi tu is mistake se buht ziada loss ho sakta hy aur ap ka account bhi wash ho sakta hy is liye emotions ko control kar k trading karni cahaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han mere dost forex trading business main emotional trading na karan emotional trading bohot khatrnak hay aor forex trading main mistake ki gunjaish hy nhy rakhi gay is liay trader emotional trading na kia krain right trading karain aor koi ghalt trade open na krain,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X