A loss is not all, it may be key of your success.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    g han ager ap ko loss ho jaey tu ap ko preshan nahi hona chaiey , dear loss tu ap ki success ki key hai, jab apko loss hota hia tu ap ko is ki reason ko find kerna caiey or jab ap ko reason mil jaey tu next time ap is se avoid ker k trading ker skaty ehin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Gee han agar forex trading main kuch loss ho bhi jata hai then preshani ki koi bat nehi jo bhi forex market main trading start kerta hai tou hamesha loss sy hi start leta hai but kuch hi time period ky bahd jab experience hasil ho jata hai aur knowledge bhi increase ho jata hai tou earning start ho jati hai
      • #318 Collapse

        insta forex me aik internationa business ha jisme ap ko profit b ho sakta ha or loss b trading me profit boht faida ho to boht faida ha but loss kavhar giz ye mtlb ni k ap trading chor dain loss to zidgi k kisi b shoby me ho sakta ha..
        • #319 Collapse

          G Han bhai agar apko forx trading main loss hota hy to apko chahy k ap him at an haro aur Jo ap ghaltian karty ho to apko chahy k ap un sy seekho ta k apko faida ho aur ap forx trading main kamyab ho
          • #320 Collapse

            Yes bro hume apne pose se faida uda na chaiye is ma experience ur knowledge k sath kam krma chaiye ye hamre oiye sab se acha ha hume apni mistake ko fallow krna chaiye
            • #321 Collapse

              sucess hony k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay ta k earning ho saky
              • #322 Collapse

                jab loss hota hy to phr ham ko bhot zeada saamajh my ati hy k hamny ehsy nai krna hy hamy loss ho jaye ga our jab hamari ki koi mhnat waste ho rhi ho to phr ham ko ya bhi pta chalta hy jo hamny itni mushkil sy mhnat ki hy us ko hamny waste nai krny dyna hy hamny us my bhot zeada mhnat krni hy hamy apni mhnat ko waste nai hony dyna hy hamy sirf profit hi hasil krna hy lsss sy bach k rehna hy
                • #323 Collapse

                  Yeah you are right dear! Failure is good! Failure makes your foundations strong. so, hamain failure ko sir par sawar nahi honay dena chahiey. balkeh, apni mistakes ko improve karna chahiey aur unsay learning karni chahiey aur behtar tareekay say trading karni chahiey.
                  • #324 Collapse

                    New traders kay sath yeh masla laazmi hota hai ke jab ke aik trade ghalt ho jaye ya phir mistake ho jiye tu woh confuse ho jatay hain . halan ke trading mai sab say he mistakes hoti hai aur traders ko in per try kar kay qabo pana chaiye.
                    • #325 Collapse

                      je bhai jan loss hony say dil chota ni karna chahye. because profit aur loss to karobar ka hissa hota hay, karobar mn jab hamen loss hota hay to ham apni ghaltion say seekhty han aur dobara wo ghaltian repeat ni karty to ham better ho jaty hn
                      • #326 Collapse

                        Dear keh skte hain baz uqaat ap jab es mai seekh k kam karo gy tu ap ko boht acha faida hasil ho skta hy soo ap ko mehnat k saht he kam karna ho ga success over night nhn hotii os k liye ap ko time dena parhta hy jitna acha kam karo gy tu ap ko boht acha faida haisl ho skta hy...
                        • #327 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                          Profit and loss both are part of trading. Many trader leave forex after some loss. I think a loss is not all. There are many thing to learn from a loss trade. We have to analysis and find out the cause of loss. If we avoid the cause of loss then we can reduce loss in future. So, don't be afraid after loss, try to overcome and see that success come to you.
                          Jee bilkul aap ke Karenge Forex traders successful Hote Hai Wo Apne losco accept karte hain aur apni Galti ko mante hain aur phir usse correct karne ki koshish karte hain Wohi traders Forex Mein successful Hote Hain
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #328 Collapse

                            Re: A loss is not all, it may be key of your success.

                            is forex main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade lga sakty hain aur is forex main loss say bahcny k liye learning karni ho gi tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain it is ebst job for all
                            • #329 Collapse

                              Re: A loss is not all, it may be key of your success.

                              g ha is ma daily boht zada log aty ha is ma apne invst ko loss kar kay apne galte sa is ko stop kar daty ha is ka matlab ya nhe ha kay is m,a aap ko loss he hota ha is ma boht zad log ha jo kay is ma daily acha profit be hasil karty ha is ma bat aap logo kay seeknay ki ha kay aap is ma kitna seek kar aty ha is ma aap ko kitne earning hote ha is ma loss to expert ko be ho jat ha to wo is ko stop nhe karty ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Re: A loss is not all, it may be key of your success.

                                is forex main knowldge hasil kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run karein gay aur sucess hony k liye learning karni ho gi tab hi hum market main profit hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain tab hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain it si best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X