Foreign countries main forex schools main parhae jaty hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Foreign countries main forex schools main parhae jaty hai
    ASLAMUALEKUM fellow members and friends of respected pak forex forum kya ap janty hain ke develope country ke loog forex main itny successful kun hoty hain us ke ek wajh to teh hai ke foreign main forex ko as a subject parhaya jata hai aur iss ko baqayda as a business lea jata hai wahn py choty umer main he bachoon ko inn investment techniques ke bare main sikhya jata hai ke kis tarah wo bare ho ke khud ko ek achy trader ke tarah manwa sakty hain mare khayal main hamre mulk main bhe aesa hona chahye aur baqe subject ke sath forex ko bhe a additionally subject parhaya jana chahye ke berozgare main bhe kami aae balky hum apne mulk ke lea bhe kuch acha kar saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wa alaikum slam respected member apny boht achi bat ki hy k foriegn mulkon me forex ko subject k toar py parhaya jata hy or unko kam age me b is business ki tarf raghib kia jata hy ta k wo bary ho k is business ko life career len or apni life banain is tara hmary mulk me b iski taleem honi chahiy ta k apna business start kr sken or apni life bnain
    • #3 Collapse

      Ap ke bat theak a lekan hum Pak ko developer countries k sath comprision ni kr skty humray educationnal insitute k aur kafi problems hain lekan phir b pakistan m finance Ke degree a aur us m trading b shamil a lekan boht km log is tarf hain agr hum finnance Ke study b kr ly aur phir marketing ko read kary to Ap ka vision kafi clear o Jay
      • #4 Collapse

        forex trading main trading karny k liye es ka knowledge hona bhi boht zarori hota hai tu hmain chahye k es ko increse karen or jahaan tak apki bat tu yah bhi hum inkar nahi kar skty hain es liye aghr forex ko sikhany k liye pakistan main bhi koi adary ban jaen tu mera khyal hai k apkisatn bi aj aik atarki yafta molk ban skta hai tu aghr es amal oar gor kiya jay tu hmain acha khasa faida ho skta hai
        • #5 Collapse

          G Hn foreign countries ma Forex trading ko schools ma prhta jta hy un K baqida aik sulybus hota k forex trading k bry ma k trading kya es sy ap earning krty hy or kesy krty hy or shaks es ma interest hota hy wo es ko ly K agy chla jta hy or es ma study krta hy jis sy wo aik professional trader ban jta hy es ly wo countries aj hm sy upr hy
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
            ASLAMUALEKUM fellow members and friends of respected pak forex forum kya ap janty hain ke develope country ke loog forex main itny successful kun hoty hain us ke ek wajh to teh hai ke foreign main forex ko as a subject parhaya jata hai aur iss ko baqayda as a business lea jata hai wahn py choty umer main he bachoon ko inn investment techniques ke bare main sikhya jata hai ke kis tarah wo bare ho ke khud ko ek achy trader ke tarah manwa sakty hain mare khayal main hamre mulk main bhe aesa hona chahye aur baqe subject ke sath forex ko bhe a additionally subject parhaya jana chahye ke berozgare main bhe kami aae balky hum apne mulk ke lea bhe kuch acha kar saken.
            Mere Salman to foreign countries maybe Forex trading school mein Nahi Si Jati Hogi Kyuki this country Mein Hum rehte hain aap ki currency ke baare mein Hame knowledge hota hai aur Sitaron Mein movement hoti hai isliye Woh log bhi Forex trading co waise he learn Karte Honge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Walikum Asslam, ye bohat acha system hai agr humain Forex ke about knowledge proper classes ke zariiye se diya jaye to q ke is se mere khyal se knowledge main jaldi izafa hota hai or humain phele se idea ho jata ha Forex ke bare main jis se humain future main decision lene main asani rehti hai mere khayal se bohat zyda.

              اب آن لائن

              Working...
              X