Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery
    Dosto newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery is ki app ko main ajj waja btata hon bhai jaan app sub ko ilam hona chaheay k newbies k pass knowledge kam hota hy indicator app ko hints dyta hy aor indicator lagany sy ulta app ka mt4 mushkill ho jata hy app k khud k analysis galt ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear apny newbies ko boht acha mashwra dia hy k unko mt4 me zyada indicator ni use krny chahiy q k wo abi initial stage me hoty hyn or unkozyada indicator ki smj bojh ni hoti to mt4 un k liy or mushkil ban jata hy lehaza ap simple py tarde kren jab apka experience barhta jay phr ap indicator ko use kr skty hyn q k indicator ap ko signal dety hyn k ap trend kesy bany ga ya market kis tarf move kry gi newbies in indicator ko phly sekhain phr trading k istemal kren
    • #3 Collapse

      Indicator trader kI asani ke ley bnay jate hein yeh ab trader per depend karta hai ke wo kis shoq aur lagan se in ko sekh kar use karte hein koum ke knowledge jitna zaida ho ga is se apko faida hi hasil ho ga kbi bhi knowledge ko khod per Berden na bnaein balke sekhty howay fakhar mehsoos karen
      • #4 Collapse

        dear friends, indicator sirf un logo ko faida day sakta hay aur wahi log indicator say benefit lay saktay hain jen k pas forex ka knowledge ho...but newbies k pas knowledge nai hota so agar woh indicators ko use kartay hain to confuse ho jatay hain jsi say un ko loss ata hay.
        • #5 Collapse

          G Ap ke bat theak a new web m Boht zaida indicator hoty hain jis ke waja se confusion b o jati a lekan news web waloo Ke apni mangment a Ap ne Apny experience se anylsis Karna a k Kia Ap ko theak lg rha a Ap ko sirf indicator pr believe ni Karna chiey blky khud ko behter trader bnay news ke study kr k
          • #6 Collapse

            Mai newcomer hon aur acha mashwara diya hy ap ny mai bas ye kahon ga k hamen mehnat sy sab kuch seekhna chahye kisi laluch mein nahi jana chahye aur kudh sy market ko analysis karny ki skill ho hamary pas tab ja k hum kamyab ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

              G bhai ap ne thk kaha ha new traders ko chaye k wo apni basic strong krean na k wo indicators k peechy bhagn LG jaen q k jb tk Un ki basic achi ni bany ge wo indicators se bhi Faida ni utha skty
              • #8 Collapse

                Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                agar hum forex mai new hain to hamy indicators ko use nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi ho ga forex aik international business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka haini forex aik international or legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                  forex mai hamy expert trader ban ky indicators ko use karna chahey agar hum forex mai new hain to hamy forex mai zada indicators use nahi karny chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                    new bibes agar indicators zada use kary gy to inhy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is ma 24 ganty ma isy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamra koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                      yes dear aaapki baat thek hain main aaapki baaat say agreee karti ho indicator ko samjhne k liye lazmi hain k indicator ki samjh aye k agar koi indicator hum new trader use kare rahy hain tu us indicator say koi fiyda b mila hain k nhe is liye new trader jitne b hain vo indicator ko thek tara samjh nhe pah rahy hote hain or indicator use karne k chakar main loss kar dete hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                        Yes dear frnd bilkul sai khaa ha ap na ma apki bat sa itefak krta hun wakie new members ko indicators nai use krny chae q k abhi un k pas itna knowledge nai hota k woo indicators sa jo hint milty hain un sa trade kr saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                          dear indiactors ka use koi bura nehi ha ap ko chahiey kay indicators ko right way me os indicators ka complete knowledge hasil kar kay use karay dear new traders ko surf 2 se 3 indicators hi use krnay chahiey agr ap isse zada indicators use karay gay to ap confused ho jaey gay ap ka analysis weak ho sakta ha phr mistake ki waja loss ho sakta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                            Forex trading main kuch logo ko indicators ka janoon hota hay ager un kay trading charts dekhay jaen to idea hota hay kay jesay yeah chart hy hi indicators ka is main pair ki candles nazar hi nahi ati. is main trader confuse ho jata hay kay kis indicators per entry leni hay. is liye sirf 2 ya 3 indicators ko use kerna asan bhi hay aur read jaldi jo jatay hian.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Newbies ko chaheay k zeyada indicator use na kery

                              yes dear new trader ko pehly simple support aur rsitnace par ka karna chaeay kyon k jab tak wo support aur rsistance ko nahi samjh sakty tab tak ap ko koi bhi indicator pay kam krna nahi ayy ga iss leay app ko sab sy pehly support aur rsistance level pay achi tarah say practice karni chaheay phir he ap ko next technical ko sekhna chahey kyon k market directly iinhi chezon ko follow akrti hai jin ko sekhy bgair ap success nahi hosa skty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X